|
لولی
Bohat khamosh reh kar jo sadaain mujh ko deta tha,
Barry sundar sy jazbon ki wafaain mujh ko deta tha,
Kabhi jo dard ki aatish sulghany mujh ko lagti thi,
Woh apny saans ki mehkti hawaain mujh ko deta tha,
Usy main ajnabi samjhta magar hr moor per woh,
Apny naam ki saari Duaain mujh ko deta tha!.!
|
|