Udasiyon Ka Musalsal Ye Daur Chalna Hai, Urdu Ghazal By Aah Sambhali

Udasiyon Ka Musalsal Ye Daur Chalna Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aah Sambhali. Udasiyon Ka Musalsal Ye Daur Chalna Hai comes under the Love, Sad, Bewafa, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Udasiyon Ka Musalsal Ye Daur Chalna Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اداسیوں کا مسلسل یہ دور چلنا ہے

آہ سنبھلی

اداسیوں کا مسلسل یہ دور چلنا ہے

نہ کوئی حادثہ ہونا نہ جی بہلنا ہے

وہ اور ہوں گے ملا جن کو روشنی کا سفر

ہمیں تو بجھتے چراغوں کے ساتھ چلنا ہے

یہ ڈھلتی عمر کے رستے بہت تھکا دیں گے

قدم قدم پہ نیا راستہ نکلنا ہے

وداع ہو گئی کہہ کر یہ خوشبوؤں کی صدا

گلاب جسموں کو اب پتھروں میں ڈھلنا ہے

کسی کا لہریں منائیں گی جشن غرقابی

پھر آج رات سمندر بہت اچھلنا ہے

مری شکست میں مضمر ہے تیری کوتاہی

تجھے بھی میری طرح کل کو ہاتھ ملنا ہے

آہ سنبھلی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Udasiyon Ka Musalsal Ye Daur Chalna Hai

Aah Sambhali

udasiyon ka musalsal ye daur chalna hai
na koi hadsa hona na ji bahalna hai

wo aur honge mila jin ko raushni ka safar
hamein to bujhte charaghon ke sath chalna hai

ye Dhalti umr ke raste bahut thaka denge
qadam qadam pe naya rasta nikalna hai

widaa ho gai kah kar ye KHushbuon ki sada
gulab-jismon ko ab pattharon mein Dhalna hai

kisi ka lahren manaengi jashn-e-gharqabi
phir aaj raat samundar bahut uchhalna hai

meri shikast mein muzmar hai teri kotahi
tujhe bhi meri tarah kal ko hath malna hai

(1219) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Udasiyon Ka Musalsal Ye Daur Chalna Hai written by Aah Sambhali at UrduPoint. Udasiyon Ka Musalsal Ye Daur Chalna Hai is one of the masterpieces written by Aah Sambhali. You can also find the complete poetry collection of Aah Sambhali by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aah Sambhali' above.

Udasiyon Ka Musalsal Ye Daur Chalna Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Udasiyon Ka Musalsal Ye Daur Chalna Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.