Bahaar Aai Hai Aalam Mein Ajab Wahshat Ka Saman Hai, Urdu Ghazal By Aali Gopalpuri

Bahaar Aai Hai Aalam Mein Ajab Wahshat Ka Saman Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aali Gopalpuri. Bahaar Aai Hai Aalam Mein Ajab Wahshat Ka Saman Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Bahaar Aai Hai Aalam Mein Ajab Wahshat Ka Saman Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بہار آئی ہے عالم میں عجب وحشت کا ساماں ہے

عالی گوپالوری

بہار آئی ہے عالم میں عجب وحشت کا ساماں ہے

بیاباں میں کبھی گھر ہے کبھی گھر میں بیاباں ہے

مری پابندیاں ہی جب مری آزادیاں ٹھہریں

تو گلشن ہو کہ صحرا سب مری نظروں میں زنداں ہے

ہر اک سرمست عرفاں ہے مگر ہے فرق بس اتنا

کہیں دریا میں قطرہ ہے کہیں قطرے میں طوفاں ہے

چمن میں پھول ہیں پھولوں پہ کچھ بکھرے ہوئے تنکے

مرا اجڑا نشیمن بھی گلستاں در گلستاں ہے

سمجھ میں کچھ نہیں آتا دعا کس چیز کی مانگوں

کبھی جینے کی خواہش ہے کبھی مرنے کا ارماں ہے

کہاں کا قصہ ہے آخر یہ دل میں کیا سمائی ہے

پلٹ جاؤ پلٹ جاؤ ادھر گور غریباں ہے

نہ چھوڑا فرق کچھ وحشت نے میرے جیب و داماں میں

گریباں ہے جو دامن ہے جو دامن ہے گریباں ہے

رکی ہے لب پہ جاں آکر پہ اب تو موت بھی عالیؔ

عجب کچھ کشمکش میں ہے نہ مشکل ہے نہ آساں ہے

عالی گوپالوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Bahaar Aai Hai Aalam Mein Ajab Wahshat Ka Saman Hai

Aali Gopalpuri

bahaar aai hai aalam mein ajab wahshat ka saman hai
bayaban mein kabhi ghar hai kabhi ghar mein bayaban hai

meri pabandiyan hi jab meri aazadiyan Thahrin
to gulshan ho ki sahra sab meri nazron mein zindan hai

har ek sarmast-e-irfan hai magar hai farq bas itna
kahin dariya mein qatra hai kahin qatre mein tufan hai

chaman mein phul hain phulon pe kuchh bikhre hue tinke
mera ujDa nasheman bhi gulistan-dar-gulistan hai

samajh mein kuchh nahin aata dua kis chiz ki mangun
kabhi jine ki KHwahish hai kabhi marne ka arman hai

kahan ka qissa hai aaKHir ye dil mein kya samai hai
palaT jao palaT jao idhar gor-e-ghariban hai

na chhoDa farq kuchh wahshat ne mere jeb-o-daman mein
gareban hai jo daman hai jo daman hai gareban hai

ruki hai lab pe jaan aakar pe ab to maut bhi 'ali'
ajab kuchh kashmakash mein hai na mushkil hai na aasan hai

(623) ووٹ وصول ہوئے

You can read Bahaar Aai Hai Aalam Mein Ajab Wahshat Ka Saman Hai written by Aali Gopalpuri at UrduPoint. Bahaar Aai Hai Aalam Mein Ajab Wahshat Ka Saman Hai is one of the masterpieces written by Aali Gopalpuri. You can also find the complete poetry collection of Aali Gopalpuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aali Gopalpuri' above.

Bahaar Aai Hai Aalam Mein Ajab Wahshat Ka Saman Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Bahaar Aai Hai Aalam Mein Ajab Wahshat Ka Saman Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.