Kaun Sukh-chain Se Hai Kis Ki Pazirai Hai, Urdu Ghazal By Aamir Souqi

Kaun Sukh-chain Se Hai Kis Ki Pazirai Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aamir Souqi. Kaun Sukh-chain Se Hai Kis Ki Pazirai Hai comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Kaun Sukh-chain Se Hai Kis Ki Pazirai Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کون سکھ چین سے ہے کس کی پذیرائی ہے

عامر سوقی

کون سکھ چین سے ہے کس کی پذیرائی ہے

تیری دنیا میں ہر اک موڑ پہ رسوائی ہے

جھیل سی آنکھیں تری اور گلابی ترے ہونٹ

میری چاہت کے ہی صدقے میں یہ رعنائی ہے

میں جو چپ چاپ سا بیٹھا ہوں تری محفل میں

یہ مرا شوق نہیں ضربت تنہائی ہے

گھر میں گھٹ گھٹ کے ہی مر جاتے ہیں بیمار غریب

اب شفا خانے میں اس اوج پہ مہنگائی ہے

میں سمندر تو نہیں ادنیٰ سا شاعر ہوں مگر

دریا سے بڑھ کے مرے شعر میں گہرائی ہے

جان کر بھی نہیں پہچانتے ہیں شوقیؔ لوگ

تیری بستی میں عجب طرز شناسائی ہے

عامر سوقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kaun Sukh-chain Se Hai Kis Ki Pazirai Hai

Aamir Souqi

kaun sukh-chain se hai kis ki pazirai hai
teri duniya mein har ek moD pe ruswai hai

jhil si aankhen teri aur gulabi tere honT
meri chahat ke hi sadqe mein ye ranai hai

main jo chup-chap sa baiTha hun teri mahfil mein
ye mera shauq nahin zarbat-e-tanhai hai

ghar mein ghuT ghuT ke hi mar jate hain bimar gharib
ab shifa-KHane mein is auj pe mahngai hai

main samundar to nahin adna sa shair hun magar
dariya se baDh ke mere sher mein gahrai hai

jaan kar bhi nahin pahchante hain 'shauqi' log
teri basti mein ajab tarz-e-shanasai hai

(883) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kaun Sukh-chain Se Hai Kis Ki Pazirai Hai written by Aamir Souqi at UrduPoint. Kaun Sukh-chain Se Hai Kis Ki Pazirai Hai is one of the masterpieces written by Aamir Souqi. You can also find the complete poetry collection of Aamir Souqi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aamir Souqi' above.

Kaun Sukh-chain Se Hai Kis Ki Pazirai Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kaun Sukh-chain Se Hai Kis Ki Pazirai Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.