Teri Ummid Ke Asbab Nazar Aate Nahin, Urdu Ghazal By Aamir Souqi

Teri Ummid Ke Asbab Nazar Aate Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aamir Souqi. Teri Ummid Ke Asbab Nazar Aate Nahin comes under the Love, Sad, Heart Broken, Hope category of Urdu Ghazal. You can read Teri Ummid Ke Asbab Nazar Aate Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تیری امید کے اسباب نظر آتے نہیں

عامر سوقی

تیری امید کے اسباب نظر آتے نہیں

کیوں مجھے کوئی حسیں خواب نظر آتے نہیں

اتنا بھٹکا ہوں اذیت کے بیاباں میں کہ اب

کوئی بھی لمحۂ نایاب نظر آتے نہیں

کس قدر دھندلے ہیں مظلوم کی آہوں سے فلک

مہر و انجم ہوں کہ مہتاب نظر آتے نہیں

دست بردار نہیں رسم تعلق سے میں

پھر بھلا کیوں مجھے احباب نظر آتے نہیں

اتنی دوری ہے اب ان سے کہ مجھے اے شوقیؔ

چین سے ہیں کہ وہ بیتاب نظر آتے نہیں

عامر سوقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Teri Ummid Ke Asbab Nazar Aate Nahin

Aamir Souqi

teri ummid ke asbab nazar aate nahin
kyon mujhe koi hasin KHwab nazar aate nahin

itna bhaTka hun aziyyat ke bayaban mein ki ab
koi bhi lamha-e-nayab nazar aate nahin

kis qadar dhundle hain mazlum ki aahon se falak
mehr-o-anjum hun ki mahtab nazar aate nahin

dast-bardar nahin rasm-e-talluq se main
phir bhala kyon mujhe ahbab nazar aate nahin

itni duri hai ab un se ki mujhe ai 'shauqi'
chain se hain ki wo betab nazar aate nahin

(1990) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Teri Ummid Ke Asbab Nazar Aate Nahin written by Aamir Souqi at UrduPoint. Teri Ummid Ke Asbab Nazar Aate Nahin is one of the masterpieces written by Aamir Souqi. You can also find the complete poetry collection of Aamir Souqi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aamir Souqi' above.

Teri Ummid Ke Asbab Nazar Aate Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Teri Ummid Ke Asbab Nazar Aate Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.