Har Shai Aani-jaani Hai, Urdu Ghazal By Aanand Saroop Anjum

Har Shai Aani-jaani Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aanand Saroop Anjum. Har Shai Aani-jaani Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Har Shai Aani-jaani Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہر شے آنی جانی ہے

آنند سروپ انجم

ہر شے آنی جانی ہے

جیون بہتا پانی ہے

ہجر کی راتیں وصل کے دن

اک دلچسپ کہانی ہے

حسن ہے فانی عشق مرا

ان مٹ ہے لا فانی ہے

جو نا اہل ہے ان ہاتھوں میں

پھولوں کی نگرانی ہے

رہتے ایک گلی میں ہیں

دونوں کو حیرانی ہے

سب چلتے ہیں ڈگر ڈگر

ایک ڈگر انجانی ہے

اپنا ہے پھر اپنا لہو

پانی آخر پانی ہے

انجمؔ تیری غزلوں میں

سچے پیار کی بانی ہے

آنند سروپ انجم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Har Shai Aani-jaani Hai

Aanand Saroop Anjum

har shai aani-jaani hai
jiwan bahta pani hai

hijr ki raaten wasl ke din
ek dilchasp kahani hai

husn hai fani ishq mera
an-miT hai la-fani hai

jo na-ahl hai un hathon mein
phulon ki nigarani hai

rahte ek gali mein hain
donon ko hairani hai

sab chalte hain Dagar Dagar
ek Dagar an-jaani hai

apna hai phir apna lahu
pani aaKHir pani hai

'anjum' teri ghazlon mein
sachche pyar ki bani hai

(780) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Har Shai Aani-jaani Hai written by Aanand Saroop Anjum at UrduPoint. Har Shai Aani-jaani Hai is one of the masterpieces written by Aanand Saroop Anjum. You can also find the complete poetry collection of Aanand Saroop Anjum by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aanand Saroop Anjum' above.

Har Shai Aani-jaani Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Har Shai Aani-jaani Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.