Aaj Bhi Yaad-e-yar Baqi Hai, Urdu Ghazal By Aarif Akhtar Naqvi

Aaj Bhi Yaad-e-yar Baqi Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aarif Akhtar Naqvi. Aaj Bhi Yaad-e-yar Baqi Hai comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Aaj Bhi Yaad-e-yar Baqi Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آج بھی یاد یار باقی ہے

عارف اختر نقوی

آج بھی یاد یار باقی ہے

عشق کا اعتبار باقی ہے

زندگی کی رمق ہے ہم میں ابھی

آپ کا انتظار باقی ہے

یادگار جنوں ہمارے پاس

دامن تار تار باقی ہے

پھر رہے ہیں صلیب اٹھائے ہم

ہاں ابھی وصل دار باقی ہے

یہ امیدیں نہ چھین لیں حالات

بس یہی اختیار باقی ہے

لفظ و معنی کی وسعتوں کے ساتھ

شعر کا اختصار باقی ہے

مرحبا عشاقان حق تم سے

کچھ امید بہار باقی ہے

عارف اختر نقوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aaj Bhi Yaad-e-yar Baqi Hai

Aarif Akhtar Naqvi

aaj bhi yaad-e-yar baqi hai
ishq ka e'tibar baqi hai

zindagi ki ramaq hai hum mein abhi
aap ka intizar baqi hai

yaadgar-e-junun hamare pas
daman-e-tar-tar baqi hai

phir rahe hain salib uThae hum
han abhi wasl-e-dar baqi hai

ye ummiden na chhin len haalat
bas yahi iKHtiyar baqi hai

lafz-o-mani ki wusaton ke sath
sher ka iKHtisar baqi hai

marhaba ushshaqan-e-haq tum se
kuchh ummid-e-bahaar baqi hai

(1320) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aaj Bhi Yaad-e-yar Baqi Hai written by Aarif Akhtar Naqvi at UrduPoint. Aaj Bhi Yaad-e-yar Baqi Hai is one of the masterpieces written by Aarif Akhtar Naqvi. You can also find the complete poetry collection of Aarif Akhtar Naqvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aarif Akhtar Naqvi' above.

Aaj Bhi Yaad-e-yar Baqi Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aaj Bhi Yaad-e-yar Baqi Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.