Hae Kis Darja Be-makan Hun Main, Urdu Ghazal By Aarif Akhtar Naqvi

Hae Kis Darja Be-makan Hun Main is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aarif Akhtar Naqvi. Hae Kis Darja Be-makan Hun Main comes under the Love category of Urdu Ghazal. You can read Hae Kis Darja Be-makan Hun Main on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہائے کس درجہ بے مکان ہوں میں

عارف اختر نقوی

ہائے کس درجہ بے مکان ہوں میں

دو زمانوں کے درمیان ہوں میں

جو لکھی جا رہی ہے کل کے لئے

وہ ادھوری سی داستان ہوں میں

جس کی قیمت نہیں ہے اب کوئی

اس روایت کا پاسبان ہوں میں

آئینہ دیکھ کر یہ سوچتا ہوں

کچھ حقیقت ہوں کہ گمان ہوں میں

زندگی اب تو مجھ کو جانے دے

کب سے مصروف امتحان ہوں میں

گیت گائے تھے جس کی الفت کے

اسی نگری میں بے امان ہوں میں

جیت آخر میں حق کی ہونا ہے

ہاں ابھی اتنا خوش گمان ہوں میں

عارف اختر نقوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hae Kis Darja Be-makan Hun Main

Aarif Akhtar Naqvi

hae kis darja be-makan hun main
do zamanon ke darmiyan hun main

jo likhi ja rahi hai kal ke liye
wo adhuri si dastan hun main

jis ki qimat nahin hai ab koi
us riwayat ka pasban hun main

aaina dekh kar ye sochta hun
kuchh haqiqat hun ki guman hun main

zindagi ab to mujh ko jaane de
kab se masruf-e-imtihan hun main

git gaye the jis ki ulfat ke
usi nagri mein be-aman hun main

jit aaKHir mein haq ki hona hai
han abhi itna KHush-guman hun main

(898) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hae Kis Darja Be-makan Hun Main written by Aarif Akhtar Naqvi at UrduPoint. Hae Kis Darja Be-makan Hun Main is one of the masterpieces written by Aarif Akhtar Naqvi. You can also find the complete poetry collection of Aarif Akhtar Naqvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aarif Akhtar Naqvi' above.

Hae Kis Darja Be-makan Hun Main is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hae Kis Darja Be-makan Hun Main, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.