Meri Koshish Ka Samar Hai MuKHtalif, Urdu Ghazal By Aarif Zaman

Meri Koshish Ka Samar Hai MuKHtalif is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aarif Zaman. Meri Koshish Ka Samar Hai MuKHtalif comes under the category of Urdu Ghazal. You can read Meri Koshish Ka Samar Hai MuKHtalif on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میری کوشش کا ثمر ہے مختلف

عارف زماں

میری کوشش کا ثمر ہے مختلف

پیار کا اس پر اثر ہے مختلف

ساری دنیا میں نہیں اس کی مثال

سب سے وہ رشک قمر ہے مختلف

دل مرا تسکین پاتا ہے یہاں

میرے گھر سے تیرا گھر ہے مختلف

اس کو بھاتی ہیں خطائیں بھی مری

ماں کا انداز نظر ہے مختلف

مجھ سے اکثر متفق ہوتا تو ہے

کیا ہوا مجھ سے اگر ہے مختلف

ہو گئی دشوار راہ زندگی

مجھ سے میرا ہم سفر ہے مختلف

مطمئن ہے رنج و غم میں بھی زماں

در حقیقت وہ بشر ہے مختلف

عارف زماں

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Meri Koshish Ka Samar Hai MuKHtalif

Aarif Zaman

meri koshish ka samar hai muKHtalif
pyar ka us par asar hai muKHtalif

sari duniya mein nahin us ki misal
sab se wo rashk-e-qamar hai muKHtalif

dil mera taskin pata hai yahan
mere ghar se tera ghar hai muKHtalif

us ko bhati hain KHataen bhi meri
man ka andaz-e-nazar hai muKHtalif

mujh se aksar muttafiq hota to hai
kya hua mujh se agar hai muKHtalif

ho gai dushwar rah-e-zindagi
mujh se mera ham-safar hai muKHtalif

mutmain hai ranj-o-gham mein bhi zaman
dar-haqiqat wo bashar hai muKHtalif

(687) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Meri Koshish Ka Samar Hai MuKHtalif written by Aarif Zaman at UrduPoint. Meri Koshish Ka Samar Hai MuKHtalif is one of the masterpieces written by Aarif Zaman. You can also find the complete poetry collection of Aarif Zaman by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aarif Zaman' above.

Meri Koshish Ka Samar Hai MuKHtalif is a widely read Urdu Ghazal. If you like Meri Koshish Ka Samar Hai MuKHtalif, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.