Aks Sarapa DhunD Rahe Hain, Urdu Ghazal By Aashiq Jafri

Aks Sarapa DhunD Rahe Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aashiq Jafri. Aks Sarapa DhunD Rahe Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aks Sarapa DhunD Rahe Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

عکس سراپا ڈھونڈ رہے ہیں

عاشق جعفری

عکس سراپا ڈھونڈ رہے ہیں

ایک تھا چہرہ ڈھونڈ رہے ہیں

اپنی منزل گم ہے لیکن

اس کا رستہ ڈھونڈ رہے ہیں

ایک جہاں تھا ڈوب گیا ہے

ایک زمانہ ڈھونڈ رہے ہیں

ایک پرندہ قید تھا اس میں

خالی پنجرہ ڈھونڈ رہے ہیں

روزی نے کب پورا چھوڑا

خود کو آدھا ڈھونڈ رہے ہیں

تو بچھڑا ہے تجھ کو عاشقؔ

لحظہ لحظہ ڈھونڈ رہے ہیں

عاشق جعفری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aks Sarapa DhunD Rahe Hain

Aashiq Jafri

aks sarapa DhunD rahe hain
ek tha chehra DhunD rahe hain

apni manzil gum hai lekin
us ka rasta DhunD rahe hain

ek jahan tha Dub gaya hai
ek zamana DhunD rahe hain

ek parinda qaid tha us mein
KHali pinjra DhunD rahe hain

rozi ne kab pura chhoDa
KHud ko aadha DhunD rahe hain

tu bichhDa hai tujh ko 'ashiq'
lahza lahza DhunD rahe hain

(1054) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aks Sarapa DhunD Rahe Hain written by Aashiq Jafri at UrduPoint. Aks Sarapa DhunD Rahe Hain is one of the masterpieces written by Aashiq Jafri. You can also find the complete poetry collection of Aashiq Jafri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aashiq Jafri' above.

Aks Sarapa DhunD Rahe Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aks Sarapa DhunD Rahe Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.