Dur Aur Pas Ke Satae Hain, Urdu Ghazal By Aashiq Jafri

Dur Aur Pas Ke Satae Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aashiq Jafri. Dur Aur Pas Ke Satae Hain comes under the Love category of Urdu Ghazal. You can read Dur Aur Pas Ke Satae Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دور اور پاس کے ستائے ہیں

عاشق جعفری

دور اور پاس کے ستائے ہیں

ہم نے ہجرت کے دکھ اٹھائے ہیں

جانے کس پار جا کے اتریں گے

خواب کے جو بھی در بنائے ہیں

اپنی مٹی سے دور ہو کر ہی

ہجر کے دکھ سمجھ میں آئے ہیں

ان کے آنے سے گلستانوں نے

خوشبوؤں کے کنول کھلائے ہیں

منزلوں کو پتہ نہیں ہم نے

راستوں کے فریب کھائے ہیں

کسی پہلو قرار آیا نہیں

دل نے قصے بہت سنائے ہیں

ہم کو عاشقؔ خبر نہیں اس کی

تیر اپنوں نے کب چلائے ہیں

عاشق جعفری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dur Aur Pas Ke Satae Hain

Aashiq Jafri

dur aur pas ke satae hain
hum ne hijrat ke dukh uThae hain

jaane kis par ja ke utrenge
KHwab ke jo bhi dar banae hain

apni miTTi se dur ho kar hi
hijr ke dukh samajh mein aae hain

un ke aane se gulsitanon ne
KHushbuon ke kanwal khilae hain

manzilon ko pata nahin hum ne
raston ke fareb khae hain

kisi pahlu qarar aaya nahin
dil ne qisse bahut sunae hain

hum ko 'ashiq' KHabar nahin us ki
tir apnon ne kab chalae hain

(709) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dur Aur Pas Ke Satae Hain written by Aashiq Jafri at UrduPoint. Dur Aur Pas Ke Satae Hain is one of the masterpieces written by Aashiq Jafri. You can also find the complete poetry collection of Aashiq Jafri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aashiq Jafri' above.

Dur Aur Pas Ke Satae Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dur Aur Pas Ke Satae Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.