Kahin To Aa Ke Ruke Bhi Musafiri Meri, Urdu Ghazal By Aashiq Jafri

Kahin To Aa Ke Ruke Bhi Musafiri Meri is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aashiq Jafri. Kahin To Aa Ke Ruke Bhi Musafiri Meri comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Kahin To Aa Ke Ruke Bhi Musafiri Meri on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کہیں تو آ کے رکے بھی مسافری میری

عاشق جعفری

کہیں تو آ کے رکے بھی مسافری میری

کہ مجھ کو ڈھونڈھتی رہتی ہے بے گھری میری

میں جس کے واسطے خود کو بھلائے بیٹھا ہوں

اسی کو بھول نہ جائے یہ سادگی میری

کبھی بھی کھل کے کسی سے کلام کر نہ سکا

تمام عمر فضا ہی تھی اجنبی میری

ہے روشنی کا حوالہ پرایا دیس مگر

ترس رہی ہے اجالوں کو زندگی میری

بس اک تمنا سی رہتی ہے جو ستاتی ہے

یہی کہ تجھ کو پسند آئے شاعری میری

وفا کی راہ کو اس طور سے کیا روشن

کہ یاد آئے گی دنیا کو عاشقی میری

عاشق جعفری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kahin To Aa Ke Ruke Bhi Musafiri Meri

Aashiq Jafri

kahin to aa ke ruke bhi musafiri meri
ki mujh ko DhunDhti rahti hai be-ghari meri

main jis ke waste KHud ko bhulae baiTha hun
usi ko bhul na jae ye sadgi meri

kabhi bhi khul ke kisi se kalam kar na saka
tamam umr faza hi thi ajnabi meri

hai raushni ka hawala paraya des magar
taras rahi hai ujalon ko zindagi meri

bas ek tamanna si rahti hai jo satati hai
yahi ki tujh ko pasand aae shairi meri

wafa ki rah ko is taur se kiya raushan
ki yaad aaegi duniya ko aashiqi meri

(696) ووٹ وصول ہوئے

You can read Kahin To Aa Ke Ruke Bhi Musafiri Meri written by Aashiq Jafri at UrduPoint. Kahin To Aa Ke Ruke Bhi Musafiri Meri is one of the masterpieces written by Aashiq Jafri. You can also find the complete poetry collection of Aashiq Jafri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aashiq Jafri' above.

Kahin To Aa Ke Ruke Bhi Musafiri Meri is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kahin To Aa Ke Ruke Bhi Musafiri Meri, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.