Raunaq-e-baam-o-dar Nahin Baqi, Urdu Ghazal By Aashiq Jafri

Raunaq-e-baam-o-dar Nahin Baqi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aashiq Jafri. Raunaq-e-baam-o-dar Nahin Baqi comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Raunaq-e-baam-o-dar Nahin Baqi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

رونق بام و در نہیں باقی

عاشق جعفری

رونق بام و در نہیں باقی

کیسے کہہ دوں کہ گھر نہیں باقی

اس کو دیکھا ہے اس کی نظروں سے

جیسے اپنی نظر نہیں باقی

رہنماؤں نے اس قدر لوٹا

اب لٹیروں کا ڈر نہیں باقی

ہر مسافر سے راستوں نے کہا

ظلمتوں میں سحر نہیں باقی

دل تو محروم صدق لگتا ہے

اور دعا میں اثر نہیں باقی

میں نے اخبار پڑھ لیا عاشقؔ

کوئی تازہ خبر نہیں باقی

عاشق جعفری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Raunaq-e-baam-o-dar Nahin Baqi

Aashiq Jafri

raunaq-e-baam-o-dar nahin baqi
kaise kah dun ki ghar nahin baqi

us ko dekha hai us ki nazron se
jaise apni nazar nahin baqi

rahnumaon ne is qadar luTa
ab luTeron ka Dar nahin baqi

har musafir se raston ne kaha
zulmaton mein sahar nahin baqi

dil to mahrum-e-sidq lagta hai
aur dua mein asar nahin baqi

main ne aKHbar paDh liya 'ashiq'
koi taza KHabar nahin baqi

(575) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Raunaq-e-baam-o-dar Nahin Baqi written by Aashiq Jafri at UrduPoint. Raunaq-e-baam-o-dar Nahin Baqi is one of the masterpieces written by Aashiq Jafri. You can also find the complete poetry collection of Aashiq Jafri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aashiq Jafri' above.

Raunaq-e-baam-o-dar Nahin Baqi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Raunaq-e-baam-o-dar Nahin Baqi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.