Us ShoKH Se Milte Hi Hui Apni Nazar Tez, Urdu Ghazal By Aasi Faiqi

Us ShoKH Se Milte Hi Hui Apni Nazar Tez is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aasi Faiqi. Us ShoKH Se Milte Hi Hui Apni Nazar Tez comes under the Love category of Urdu Ghazal. You can read Us ShoKH Se Milte Hi Hui Apni Nazar Tez on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اس شوخ سے ملتے ہی ہوئی اپنی نظر تیز

عاصی فائقی

اس شوخ سے ملتے ہی ہوئی اپنی نظر تیز

ہے مہر درخشاں کی شعاعوں کا اثر تیز

وہ پیڑ جو تیزاب سے سیراب ہوا تھا

اس پیڑ کا ہونے لگا ہر ایک ثمر تیز

وہ منزل مقصود پہ پہنچے گا یقیناً

جو راہ میں چلتا رہے بے خوف و خطر تیز

دیتا ہے جدھر ان کو مفاد اپنا دکھائی

ارباب ہوس شوق سے بڑھتے ہیں ادھر تیز

بے نور نہ کر جائے فسادات کی آندھی

لو گھر کے چراغوں کی ذرا اور بھی کر تیز

آثار قیامت کے نظر آتے ہیں آسیؔ

اس دور میں دیکھا گیا ہر ایک بشر تیز

عاصی فائقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Us ShoKH Se Milte Hi Hui Apni Nazar Tez

Aasi Faiqi

us shoKH se milte hi hui apni nazar tez
hai mehr-e-daraKHshan ki shuaon ka asar tez

wo peD jo tezab se sairab hua tha
us peD ka hone laga har ek samar tez

wo manzil-e-maqsud pe pahunchega yaqinan
jo rah mein chalta rahe be-KHauf-o-KHatar tez

deta hai jidhar un ko mafad apna dikhai
arbab-e-hawas shauq se baDhte hain udhar tez

be-nur na kar jae fasadat ki aandhi
lau ghar ke charaghon ki zara aur bhi kar tez

aasar qayamat ke nazar aate hain 'asi'
is daur mein dekha gaya har ek bashar tez

(805) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Us ShoKH Se Milte Hi Hui Apni Nazar Tez written by Aasi Faiqi at UrduPoint. Us ShoKH Se Milte Hi Hui Apni Nazar Tez is one of the masterpieces written by Aasi Faiqi. You can also find the complete poetry collection of Aasi Faiqi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aasi Faiqi' above.

Us ShoKH Se Milte Hi Hui Apni Nazar Tez is a widely read Urdu Ghazal. If you like Us ShoKH Se Milte Hi Hui Apni Nazar Tez, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.