Kaghaz Qalam Dawat Ke Andar Ruk Jata Hai, Urdu Ghazal By Aasnath Kanwal

Kaghaz Qalam Dawat Ke Andar Ruk Jata Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aasnath Kanwal. Kaghaz Qalam Dawat Ke Andar Ruk Jata Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kaghaz Qalam Dawat Ke Andar Ruk Jata Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کاغذ قلم دوات کے اندر رک جاتا ہے

آسناتھ کنول

کاغذ قلم دوات کے اندر رک جاتا ہے

جو لمحہ اس ذات کے اندر رک جاتا ہے

سورج دن بھر زہر اگلتا رہتا ہے

چاند کا زعم بھی رات کے اندر رک جاتا ہے

پہلے سانس جما دیتا ہے ہونٹوں پر

پھر وہ اپنی گھات کے اندر رک جاتا ہے

نکل نہیں سکتا دھرتی کا بنجر پن

جو قطرہ برسات کے اندر رک جاتا ہے

حرف کا دیپ ہوا سے کیسے الجھے گا

یہ نقطہ ہر بات کے اندر رک جاتا ہے

ہجر کا موسم خاموشی اور رات کا ڈر

یادوں کی بارات کے اندر رک جاتا ہے

آسناتھ کنول

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kaghaz Qalam Dawat Ke Andar Ruk Jata Hai

Aasnath Kanwal

kaghaz qalam dawat ke andar ruk jata hai
jo lamha is zat ke andar ruk jata hai

suraj din bhar zahr ugalta rahta hai
chand ka zoam bhi raat ke andar ruk jata hai

pahle sans jama deta hai honTon par
phir wo apni ghat ke andar ruk jata hai

nikal nahin sakta dharti ka banjar-pan
jo qatra barsat ke andar ruk jata hai

harf ka dip hawa se kaise uljhega
ye nuqta har baat ke andar ruk jata hai

hijr ka mausam KHamoshi aur raat ka Dar
yaadon ki baraat ke andar ruk jata hai

(1124) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kaghaz Qalam Dawat Ke Andar Ruk Jata Hai written by Aasnath Kanwal at UrduPoint. Kaghaz Qalam Dawat Ke Andar Ruk Jata Hai is one of the masterpieces written by Aasnath Kanwal. You can also find the complete poetry collection of Aasnath Kanwal by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aasnath Kanwal' above.

Kaghaz Qalam Dawat Ke Andar Ruk Jata Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kaghaz Qalam Dawat Ke Andar Ruk Jata Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.