Kahin Pe Dhup Kahin Par Hain Saeban Bahut, Urdu Ghazal By Aatish Raza

Kahin Pe Dhup Kahin Par Hain Saeban Bahut is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aatish Raza. Kahin Pe Dhup Kahin Par Hain Saeban Bahut comes under the Love, Social category of Urdu Ghazal. You can read Kahin Pe Dhup Kahin Par Hain Saeban Bahut on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کہیں پہ دھوپ کہیں پر ہیں سائبان بہت

آتش رضا

کہیں پہ دھوپ کہیں پر ہیں سائبان بہت

قدم قدم پہ ہیں دنیا میں امتحان بہت

مجھے سپرد تو لوگوں نے کر دیا اس کے

مگر عزیز ہے قاتل کو میری جان بہت

اگر یہ چاہے تو اک پل میں انقلاب آئے

ہماری قوم میں ایسے ہیں نوجوان بہت

مگر دراڑ نہ آنے دی میں نے رشتے میں

بھرے ہیں لوگوں نے ویسے تو میرے کان بہت

یہ دکھ ہے اس کو نہ شبنم فشانیاں سمجھو

زمیں کے حال پہ رویا ہے آسمان بہت

آتش رضا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kahin Pe Dhup Kahin Par Hain Saeban Bahut

Aatish Raza

kahin pe dhup kahin par hain saeban bahut
qadam qadam pe hain duniya mein imtihan bahut

mujhe sipurd to logon ne kar diya us ke
magar aziz hai qatil ko meri jaan bahut

agar ye chahe to ek pal mein inqalab aae
hamari qaum mein aise hain naujawan bahut

magar daraD na aane di main ne rishte mein
bhare hain logon ne waise to mere kan bahut

ye dukh hai us ko na shabnam-fishaniyan samjho
zamin ke haal pe roya hai aasman bahut

(905) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kahin Pe Dhup Kahin Par Hain Saeban Bahut written by Aatish Raza at UrduPoint. Kahin Pe Dhup Kahin Par Hain Saeban Bahut is one of the masterpieces written by Aatish Raza. You can also find the complete poetry collection of Aatish Raza by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aatish Raza' above.

Kahin Pe Dhup Kahin Par Hain Saeban Bahut is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kahin Pe Dhup Kahin Par Hain Saeban Bahut, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.