Maut Insan Ke Jine Ka Badal Hoti Hai, Urdu Ghazal By Aatish Raza

Maut Insan Ke Jine Ka Badal Hoti Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aatish Raza. Maut Insan Ke Jine Ka Badal Hoti Hai comes under the Love, Social category of Urdu Ghazal. You can read Maut Insan Ke Jine Ka Badal Hoti Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

موت انسان کے جینے کا بدل ہوتی ہے

آتش رضا

موت انسان کے جینے کا بدل ہوتی ہے

زندگانی میں ہی پوشیدہ اجل ہوتی ہے

اے مرے کاتب تقدیر ذرا یہ تو بتا

تیری تحریر بھی کیا رد و بدل ہوتی ہے

تم اگر چاہو تو وہ خون بھی دے سکتا ہے

ایک مظلوم کی ہر بات اٹل ہوتی ہے

شعر گوئی کی اذیت بھی اذیت ہے عجیب

قوت فکر ہر اک شعر پہ شل ہوتی ہے

خون جلتا ہے مرے جسم کا پہلے آتشؔ

تب کہیں جا کے مری ایک غزل ہوتی ہے

آتش رضا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Maut Insan Ke Jine Ka Badal Hoti Hai

Aatish Raza

maut insan ke jine ka badal hoti hai
zindagani mein hi poshida ajal hoti hai

ai mere katib-e-taqdir zara ye to bata
teri tahrir bhi kya radd-o-badal hoti hai

tum agar chaho to wo KHun bhi de sakta hai
ek mazlum ki har baat aTal hoti hai

sher-goi ki aziyyat bhi aziyyat hai ajib
quwwat-e-fikr har ek sher pe shal hoti hai

KHun jalta hai mere jism ka pahle 'atish'
tab kahin ja ke meri ek ghazal hoti hai

(1007) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Maut Insan Ke Jine Ka Badal Hoti Hai written by Aatish Raza at UrduPoint. Maut Insan Ke Jine Ka Badal Hoti Hai is one of the masterpieces written by Aatish Raza. You can also find the complete poetry collection of Aatish Raza by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aatish Raza' above.

Maut Insan Ke Jine Ka Badal Hoti Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Maut Insan Ke Jine Ka Badal Hoti Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.