Mere Wajud Ke Aangan Mein KHwab Raushan Tha, Urdu Ghazal By Aazam Khursheed

Mere Wajud Ke Aangan Mein KHwab Raushan Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aazam Khursheed. Mere Wajud Ke Aangan Mein KHwab Raushan Tha comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Mere Wajud Ke Aangan Mein KHwab Raushan Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مرے وجود کے آنگن میں خواب روشن تھا

اعظم خورشید

مرے وجود کے آنگن میں خواب روشن تھا

سواد ہجر میں تازہ گلاب روشن تھا

کلی کلی کی زباں پر عذاب روشن تھا

اے ہم سفر دل خانہ خراب روشن تھا

یہ کس حساب میں جھیلی ہے میں نے در بہ دری

ترے سوال بدن پر جواب روشن تھا

میں اپنی آگ سے کھیلا میں اپنے آپ جلا

حصار لمس میں اترا سحاب روشن تھا

تو رت جگوں کی مسافت میں گم ہوا خورشیدؔ

اک آفتاب پس آفتاب روشن تھا

اعظم خورشید

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mere Wajud Ke Aangan Mein KHwab Raushan Tha

Aazam Khursheed

mere wajud ke aangan mein KHwab raushan tha
sawad-e-hijr mein taza gulab raushan tha

kali kali ki zaban par azab raushan tha
ai ham-safar dil-e-KHana-KHarab raushan tha

ye kis hisab mein jheli hai main ne dar-ba-dari
tere sawal-e-badan par jawab raushan tha

main apni aag se khela main apne aap jala
hisar-e-lams mein utra sahab raushan tha

tu rat-jagon ki masafat mein gum hua 'KHurshid'
ek aaftab pas-e-aftab raushan tha

(907) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mere Wajud Ke Aangan Mein KHwab Raushan Tha written by Aazam Khursheed at UrduPoint. Mere Wajud Ke Aangan Mein KHwab Raushan Tha is one of the masterpieces written by Aazam Khursheed. You can also find the complete poetry collection of Aazam Khursheed by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aazam Khursheed' above.

Mere Wajud Ke Aangan Mein KHwab Raushan Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mere Wajud Ke Aangan Mein KHwab Raushan Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.