Dard-e-dil Ke Sath Hai ZaKHm-e-jigar Kis Se Kahun, Urdu Ghazal By Abbas Iraqi

Dard-e-dil Ke Sath Hai ZaKHm-e-jigar Kis Se Kahun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Abbas Iraqi. Dard-e-dil Ke Sath Hai ZaKHm-e-jigar Kis Se Kahun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dard-e-dil Ke Sath Hai ZaKHm-e-jigar Kis Se Kahun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

درد دل کے ساتھ ہے زخم جگر کس سے کہوں

عباس عراقی

درد دل کے ساتھ ہے زخم جگر کس سے کہوں

بن گئی ہے عاشقی بھی درد سر کس سے کہوں

مر رہا ہوں جا رہا ہوں موت کی آغوش میں

اف خدا ہوتی نہیں ان کو خبر کس سے کہوں

آشیاں احباب نے چھینا کیا بے گھر مجھے

ہائے پھر کاٹے ہیں میرے بال و پر کس سے کہوں

زخم دل میں پھول ہیں گو رنگ و نکہت کچھ نہیں

جیسے ہے جشن چراغاں بے شرر کس سے کہوں

پا سکوں تم کو عراقیؔ آرزو میری رہی

پھر رہا ہوں کو بہ کو میں در بدر کس سے کہوں

عباس عراقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dard-e-dil Ke Sath Hai ZaKHm-e-jigar Kis Se Kahun

Abbas Iraqi

dard-e-dil ke sath hai zaKHm-e-jigar kis se kahun
ban gai hai aashiqi bhi dard-e-sar kis se kahun

mar raha hun ja raha hun maut ki aaghosh mein
uf KHuda hoti nahin un ko KHabar kis se kahun

aashiyan ahbab ne chhina kiya be-ghar mujhe
hae phir kaTe hain mere baal-o-par kis se kahun

zaKHm-e-dil mein phul hain go rang-o-nikhat kuchh nahin
jaise hai jashn-e-charaghan be-sharar kis se kahun

pa sukun tum ko 'iraqi' aarzu meri rahi
phir raha hun ku-ba-ku main dar-ba-dar kis se kahun

(712) ووٹ وصول ہوئے

You can read Dard-e-dil Ke Sath Hai ZaKHm-e-jigar Kis Se Kahun written by Abbas Iraqi at UrduPoint. Dard-e-dil Ke Sath Hai ZaKHm-e-jigar Kis Se Kahun is one of the masterpieces written by Abbas Iraqi. You can also find the complete poetry collection of Abbas Iraqi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Abbas Iraqi' above.

Dard-e-dil Ke Sath Hai ZaKHm-e-jigar Kis Se Kahun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dard-e-dil Ke Sath Hai ZaKHm-e-jigar Kis Se Kahun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.