Hum Aise Sar-phire Duniya Ko Kab Darkar Hote Hain, Urdu Ghazal By Abbas Qamar

Hum Aise Sar-phire Duniya Ko Kab Darkar Hote Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Abbas Qamar. Hum Aise Sar-phire Duniya Ko Kab Darkar Hote Hain comes under the Love, Sad, Bewafa, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Hum Aise Sar-phire Duniya Ko Kab Darkar Hote Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہم ایسے سرپھرے دنیا کو کب درکار ہوتے ہیں

عباس قم

ہم ایسے سرپھرے دنیا کو کب درکار ہوتے ہیں

اگر ہوتے بھی ہیں بے انتہا دشوار ہوتے ہیں

خموشی کہہ رہی ہے اب یہ دو آبا رواں ہوگا

ہوا چپ ہو تو بارش کے شدید آثار ہوتے ہیں

ذرا سی بات ہے اس کا تماشا کیا بنائیں ہم

ارادے ٹوٹتے ہیں حوصلے مسمار ہوتے ہیں

شکایت زندگی سے کیوں کریں ہم خود ہی تھم جائیں

جو کم رفتار ہوتے ہیں وہ کم رفتار ہوتے ہیں

گلے میں زندگی کے ریسمان وقت ہے تو کیا

پرندے قید میں ہوں تو بہت ہوشیار ہوتے ہیں

جہاں والے مقید ہیں ابھی تک عہد طفلی میں

یہاں اب بھی کھلونے رونق بازار ہوتے ہیں

گلوئے خشک ان کو بھیجتا ہے دے کے مشکیزہ

کچھ آنسو تشنہ کاموں کے علمبردار ہوتے ہیں

بدن ان کو کبھی باہر نکلنے ہی نہیں دیتا

قمر عباسؔ تو باقاعدہ تیار ہوتے ہیں

عباس قم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hum Aise Sar-phire Duniya Ko Kab Darkar Hote Hain

Abbas Qamar

hum aise sar-phire duniya ko kab darkar hote hain
agar hote bhi hain be-intiha dushwar hote hain

KHamoshi kah rahi hai ab ye do-aba rawan hoga
hawa chup ho to barish ke shadid aasar hote hain

zara si baat hai is ka tamasha kya banaen hum
irade TuTte hain hausle mismar hote hain

shikayat zindagi se kyun karen hum KHud hi tham jaen
jo kam-raftar hote hain wo kam-raftar hote hain

gale mein zindagi ke risman-e-waqt hai to kya
parinde qaid mein hon to bahut hoshiyar hote hain

jahan wale muqayyad hain abhi tak ahd-e-tifli mein
yahan ab bhi khilaune raunaq-e-bazar hote hain

gulu-e-KHushk un ko bhejta hai de ke mashkiza
kuchh aansu tishna-kaamon ke alam-bardar hote hain

badan un ko kabhi bahar nikalne hi nahin deta
'qamar-abbas' to ba-qaeda tayyar hote hain

(1054) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hum Aise Sar-phire Duniya Ko Kab Darkar Hote Hain written by Abbas Qamar at UrduPoint. Hum Aise Sar-phire Duniya Ko Kab Darkar Hote Hain is one of the masterpieces written by Abbas Qamar. You can also find the complete poetry collection of Abbas Qamar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Abbas Qamar' above.

Hum Aise Sar-phire Duniya Ko Kab Darkar Hote Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hum Aise Sar-phire Duniya Ko Kab Darkar Hote Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.