Taswir Ke KHutut Wo Shahkar Bolte, Urdu Ghazal By Abdul Ghaffar Azm

Taswir Ke KHutut Wo Shahkar Bolte is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Abdul Ghaffar Azm. Taswir Ke KHutut Wo Shahkar Bolte comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Taswir Ke KHutut Wo Shahkar Bolte on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تصویر کے خطوط وہ شہکار بولتے

عبدالغفار عزم

تصویر کے خطوط وہ شہکار بولتے

سب نقش ہائے صنعت معمار بولتے ہیں

ہم شیش گھر میں اپنا سراپا نہ پڑھ سکے

حسرت رہی کہ آئنے اک بار بولتے

تنہائی کو ملا ہے وہ اعجاز درد ہے

زنداں کے دیکھیے در و دیوار بولتے

کیا کیا نہ گھر جمال کے آباد تھے یہاں

کس دکھ سے شہر ویراں کے آثار بولتے

ہر بات میں اٹھاتا تھا وہ نقطۂ گماں

ہم کیا تھے کوئی محرم اسرار بولتے

چپ کرتی تیری بے دلی کیا عزمؔ نالوں کو

رہتے جو ہم خموش تو اشعار بولتے

عبدالغفار عزم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Taswir Ke KHutut Wo Shahkar Bolte

Abdul Ghaffar Azm

taswir ke KHutut wo shahkar bolte
sab naqsh-ha-e-sanat-e-meamar bolte hain

hum shish ghar mein apna sarapa na paDh sake
hasrat rahi ki aaine ek bar bolte

tanhai ko mila hai wo eajaz-e-dard hai
zindan ke dekhiye dar-o-diwar bolte

kya kya na ghar jamal ke aabaad the yahan
kis dukh se shahr-e-viran ke aasar bolte

har baat mein uThata tha wo nuqta-e-guman
hum kya the koi mahram-e-asrar bolte

chup karti teri be-dili kya 'azm' nalon ko
rahte jo hum KHamosh to ashaar bolte

(978) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Taswir Ke KHutut Wo Shahkar Bolte written by Abdul Ghaffar Azm at UrduPoint. Taswir Ke KHutut Wo Shahkar Bolte is one of the masterpieces written by Abdul Ghaffar Azm. You can also find the complete poetry collection of Abdul Ghaffar Azm by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Abdul Ghaffar Azm' above.

Taswir Ke KHutut Wo Shahkar Bolte is a widely read Urdu Ghazal. If you like Taswir Ke KHutut Wo Shahkar Bolte, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.