Kuchh Lutf KHamoshi Mein Na Aahon Mein Maza Hai, Urdu Ghazal By Abdul Hai Aarfi

Kuchh Lutf KHamoshi Mein Na Aahon Mein Maza Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Abdul Hai Aarfi. Kuchh Lutf KHamoshi Mein Na Aahon Mein Maza Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kuchh Lutf KHamoshi Mein Na Aahon Mein Maza Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کچھ لطف خموشی میں نہ آہوں میں مزا ہے

عبدالحیٔ عارفی

کچھ لطف خموشی میں نہ آہوں میں مزا ہے

بے کیفیٔ دل ان دنوں کچھ حد سے سوا ہے

بے خود کئے رہتی ہے تصور کی فضا میں

اپنی شب تنہائی کا عالم ہی جدا ہے

اک ربط محبت ہی کا احساس ہے دل میں

کچھ اور نہ احساس جفا ہے نہ وفا ہے

اے دوست میں کیا محویت دل کو چھپاؤں

جب حسن تصور ہی ترا ہوش ربا ہے

اے عارفی ہے راہ محبت بھی عجب راہ

رہبر ہے جہاں کوئی نہ منزل کا پتا ہے

عبدالحیٔ عارفی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kuchh Lutf KHamoshi Mein Na Aahon Mein Maza Hai

Abdul Hai Aarfi

kuchh lutf KHamoshi mein na aahon mein maza hai
be-kaifi-e-dil in dinon kuchh had se siwa hai

be-KHud kiye rahti hai tasawwur ki faza mein
apni shab-e-tanhai ka aalam hi juda hai

ek rabt-e-mohabbat hi ka ehsas hai dil mein
kuchh aur na ehsas-e-jafa hai na wafa hai

ai dost main kya mahwiyat-e-dil ko chhupaun
jab husn-e-tasawwur hi tera hosh-ruba hai

ai aarfi hai rah-e-mohabbat bhi ajab rah
rahbar hai jahan koi na manzil ka pata hai

(762) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kuchh Lutf KHamoshi Mein Na Aahon Mein Maza Hai written by Abdul Hai Aarfi at UrduPoint. Kuchh Lutf KHamoshi Mein Na Aahon Mein Maza Hai is one of the masterpieces written by Abdul Hai Aarfi. You can also find the complete poetry collection of Abdul Hai Aarfi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Abdul Hai Aarfi' above.

Kuchh Lutf KHamoshi Mein Na Aahon Mein Maza Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kuchh Lutf KHamoshi Mein Na Aahon Mein Maza Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.