KHabar Bhi Hai Ye KHirad Aag Ke Putle Junun Ke Zer-e-asar Rahe Hain, Urdu Ghazal By Abdul Hameed Saqi

KHabar Bhi Hai Ye KHirad Aag Ke Putle Junun Ke Zer-e-asar Rahe Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Abdul Hameed Saqi. KHabar Bhi Hai Ye KHirad Aag Ke Putle Junun Ke Zer-e-asar Rahe Hain comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read KHabar Bhi Hai Ye KHirad Aag Ke Putle Junun Ke Zer-e-asar Rahe Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خبر بھی ہے یہ خرد آگ کے پتلے جنوں کے زیر اثر رہے ہیں

عبدالحمید ساقی

خبر بھی ہے یہ خرد آگ کے پتلے جنوں کے زیر اثر رہے ہیں

سروں پہ سورج اٹھانے والے خود اپنے سائے سے ڈر رہے ہیں

سکوں سے مرتے ہیں مرنے والے جنہیں اجالوں کی ہے تمنا

یہی بہت ہے کہ سوئے مقتل چراغ شام و سحر رہے ہیں

انہیں بھروسہ دو زندگی کا جنہیں محبت ہے زندگی سے

اجل کے ہم نقش پا پہ چل کر فنا کی حد سے گزر رہے ہیں

رہ وفا میں جو بڑھ چکے ہیں وہ پاؤں پیچھے نہ ہٹ سکیں گے

تم اپنے حد ستم سے گزرو ہمیں جو کرنا ہے کر رہے ہیں

بجائے زہراب کس نے ساقی بھرے ہیں امرت سے جام و ساغر

کہ لوگ آب حیات پی کر قضا سے پہلے ہی مر رہے ہیں

عبدالحمید ساقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHabar Bhi Hai Ye KHirad Aag Ke Putle Junun Ke Zer-e-asar Rahe Hain

Abdul Hameed Saqi

KHabar bhi hai ye KHirad aag ke putle junun ke zer-e-asar rahe hain
saron pe suraj uThane wale KHud apne sae se Dar rahe hain

sukun se marte hain marne wale jinhen ujalon ki hai tamanna
yahi bahut hai ki su-e-maqtal charagh-e-sham-o-sahar rahe hain

unhen bharosa do zindagi ka jinhen mohabbat hai zindagi se
ajal ke hum naqsh-e-pa pe chal kar fana ki had se guzar rahe hain

rah-e-wafa mein jo baDh chuke hain wo panw pichhe na haT sakenge
tum apne hadd-e-sitam se guzro hamein jo karna hai kar rahe hain

bajae zahrab kis ne saqi bhare hain amrit se jam-o-saghar
ki log aab-e-hayat pi kar qaza se pahle hi mar rahe hain

(741) ووٹ وصول ہوئے

You can read KHabar Bhi Hai Ye KHirad Aag Ke Putle Junun Ke Zer-e-asar Rahe Hain written by Abdul Hameed Saqi at UrduPoint. KHabar Bhi Hai Ye KHirad Aag Ke Putle Junun Ke Zer-e-asar Rahe Hain is one of the masterpieces written by Abdul Hameed Saqi. You can also find the complete poetry collection of Abdul Hameed Saqi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Abdul Hameed Saqi' above.

KHabar Bhi Hai Ye KHirad Aag Ke Putle Junun Ke Zer-e-asar Rahe Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHabar Bhi Hai Ye KHirad Aag Ke Putle Junun Ke Zer-e-asar Rahe Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.