Nazish-e-husn-e-nazar Hain Hum Log, Urdu Ghazal By Abdul Kareem Majrooh Siddiqi

Nazish-e-husn-e-nazar Hain Hum Log is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Abdul Kareem Majrooh Siddiqi. Nazish-e-husn-e-nazar Hain Hum Log comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Nazish-e-husn-e-nazar Hain Hum Log on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نازش حسن نظر ہیں ہم لوگ

عبدالکریم مجروح صدیقی

نازش حسن نظر ہیں ہم لوگ

عظمت شام و سحر ہیں ہم لوگ

حسن دو روزہ پہ نازاں کیوں ہو

دائمی کحل بصر ہیں ہم لوگ

کارواں راہ گزر اور رہبر

اور پھر گرد سفر ہیں ہم لوگ

ہر قدم حسن کے محشر لیکن

حشر کی حد نظر ہیں ہم لوگ

کیوں زمانہ نہیں واقف ہم سے

ہیبت و خوف و خطر ہیں ہم لوگ

وقت ہے تیز رواں ہم خفتہ

کتنے کوتاہ نظر ہیں ہم لوگ

عبدالکریم مجروح صدیقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Nazish-e-husn-e-nazar Hain Hum Log

Abdul Kareem Majrooh Siddiqi

nazish-e-husn-e-nazar hain hum log
azmat-e-sham-o-sahar hain hum log

husn-e-do-roza pe nazan kyon ho
daimi kohl-e-basar hain hum log

karwan rahguzar aur rahbar
aur phir gard-e-safar hain hum log

har qadam husn ke mahshar lekin
hashr ki had-e-nazar hain hum log

kyon zamana nahin waqif hum se
haibat-o-KHauf-o-KHatar hain hum log

waqt hai tez rawan hum KHufta
kitne kotah-nazar hain hum log

(580) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Nazish-e-husn-e-nazar Hain Hum Log written by Abdul Kareem Majrooh Siddiqi at UrduPoint. Nazish-e-husn-e-nazar Hain Hum Log is one of the masterpieces written by Abdul Kareem Majrooh Siddiqi. You can also find the complete poetry collection of Abdul Kareem Majrooh Siddiqi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Abdul Kareem Majrooh Siddiqi' above.

Nazish-e-husn-e-nazar Hain Hum Log is a widely read Urdu Ghazal. If you like Nazish-e-husn-e-nazar Hain Hum Log, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.