Shiddat-e-gham Se Aah Kar BaiThe, Urdu Ghazal By Abdul Kareem Majrooh Siddiqi

Shiddat-e-gham Se Aah Kar BaiThe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Abdul Kareem Majrooh Siddiqi. Shiddat-e-gham Se Aah Kar BaiThe comes under the Love, Sad, Bewafa, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Shiddat-e-gham Se Aah Kar BaiThe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

شدت غم سے آہ کر بیٹھے

عبدالکریم مجروح صدیقی

شدت غم سے آہ کر بیٹھے

عظمت غم تباہ کر بیٹھے

چار ان سے نگاہ کر بیٹھے

کتنا رنگیں گناہ کر بیٹھے

ان کی جانب نگاہ کر بیٹھے

ساری محفل گواہ کر بیٹھے

ان کی دل جوئی ہر طرح سے کی

غیر سے رسم و راہ کر بیٹھے

درد دل تحفۂ محبت تھا

درد دل سے نباہ کر بیٹھے

گل سے عارض پہ شبنمی قطرے

کیوں انہیں انتباہ کر بیٹھے

پارسائی کی چھاؤں میں مجروحؔ

کیسے کیسے گناہ کر بیٹھے

عبدالکریم مجروح صدیقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Shiddat-e-gham Se Aah Kar BaiThe

Abdul Kareem Majrooh Siddiqi

shiddat-e-gham se aah kar baiThe
azmat-e-gham tabah kar baiThe

chaar un se nigah kar baiThe
kitna rangin gunah kar baiThe

un ki jaanib nigah kar baiThe
sari mahfil gawah kar baiThe

un ki dil-jui har tarah se ki
ghair se rasm-o-rah kar baiThe

dard-e-dil tohfa-e-mohabbat tha
dard-e-dil se nibah kar baiThe

gul se aariz pe shabnami qatre
kyon unhen intibah kar baiThe

parsai ki chhanw mein 'majruh'
kaise kaise gunah kar baiThe

(584) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Shiddat-e-gham Se Aah Kar BaiThe written by Abdul Kareem Majrooh Siddiqi at UrduPoint. Shiddat-e-gham Se Aah Kar BaiThe is one of the masterpieces written by Abdul Kareem Majrooh Siddiqi. You can also find the complete poetry collection of Abdul Kareem Majrooh Siddiqi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Abdul Kareem Majrooh Siddiqi' above.

Shiddat-e-gham Se Aah Kar BaiThe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Shiddat-e-gham Se Aah Kar BaiThe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.