Ghar ChhoD Ke Bhi Ghar Hi Ke Aazar Mein Rahna, Urdu Ghazal By Abdul Majeed Karkare

Ghar ChhoD Ke Bhi Ghar Hi Ke Aazar Mein Rahna is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Abdul Majeed Karkare. Ghar ChhoD Ke Bhi Ghar Hi Ke Aazar Mein Rahna comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ghar ChhoD Ke Bhi Ghar Hi Ke Aazar Mein Rahna on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

گھر چھوڑ کے بھی گھر ہی کے آزار میں رہنا

عبدالمجید کار کرے

گھر چھوڑ کے بھی گھر ہی کے آزار میں رہنا

کھوئے ہوئے فکر در و دیوار میں رہنا

کچھ اور بڑھا دیتا ہے معنی کا تأثر

چپ رہ کے بھی پیرایۂ اظہار میں رہنا

جو مصلحت وقت کو خاطر میں نہ لائے

وہ حسن انا چاہئے فنکار میں رہنا

عبدالمجید کار کرے

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ghar ChhoD Ke Bhi Ghar Hi Ke Aazar Mein Rahna

Abdul Majeed Karkare

ghar chhoD ke bhi ghar hi ke aazar mein rahna
khoe hue fikr-e-dar-o-diwar mein rahna

kuchh aur baDha deta hai mani ka tassur
chup rah ke bhi pairaya-e-izhaar mein rahna

jo maslahat-e-waqt ko KHatir mein na lae
wo husn-e-ana chahiye fan-kar mein rahna

(1095) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ghar ChhoD Ke Bhi Ghar Hi Ke Aazar Mein Rahna written by Abdul Majeed Karkare at UrduPoint. Ghar ChhoD Ke Bhi Ghar Hi Ke Aazar Mein Rahna is one of the masterpieces written by Abdul Majeed Karkare. You can also find the complete poetry collection of Abdul Majeed Karkare by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Abdul Majeed Karkare' above.

Ghar ChhoD Ke Bhi Ghar Hi Ke Aazar Mein Rahna is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ghar ChhoD Ke Bhi Ghar Hi Ke Aazar Mein Rahna, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.