Ab Charaghon Mein Zindagi Kam Hai, Urdu Ghazal By Abdul Majeed Khan Majeed

Ab Charaghon Mein Zindagi Kam Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Abdul Majeed Khan Majeed. Ab Charaghon Mein Zindagi Kam Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ab Charaghon Mein Zindagi Kam Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اب چراغوں میں زندگی کم ہے

عبدالمجید خاں مجید

اب چراغوں میں زندگی کم ہے

دل جلاؤ کہ روشنی کم ہے

تاب نظارہ ہے وہی لیکن

ان کے جلووں میں دل کشی کم ہے

بدلا بدلا مزاج ہے اس کا

اس کی باتوں میں چاشنی کم ہے

کیف و مستی سرور کیا معنی

زندگی میں بھی اب خوشی کم ہے

وقت نے بھر دیئے ہیں زخم مجیدؔ

اپنی آنکھوں میں اب نمی کم ہے

عبدالمجید خاں مجید

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ab Charaghon Mein Zindagi Kam Hai

Abdul Majeed Khan Majeed

ab charaghon mein zindagi kam hai
dil jalao ki raushni kam hai

tab-e-nazzara hai wahi lekin
un ke jalwon mein dilkashi kam hai

badla badla mizaj hai us ka
us ki baaton mein chashni kam hai

kaif-o-masti surur kya mani
zindagi mein bhi ab KHushi kam hai

waqt ne bhar diye hain zaKHm 'majid'
apni aankhon mein ab nami kam hai

(1256) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ab Charaghon Mein Zindagi Kam Hai written by Abdul Majeed Khan Majeed at UrduPoint. Ab Charaghon Mein Zindagi Kam Hai is one of the masterpieces written by Abdul Majeed Khan Majeed. You can also find the complete poetry collection of Abdul Majeed Khan Majeed by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Abdul Majeed Khan Majeed' above.

Ab Charaghon Mein Zindagi Kam Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ab Charaghon Mein Zindagi Kam Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.