Zindagi ChhoTi Hai Saman Bahut, Urdu Ghazal By Abdul Majeed Khan Majeed

Zindagi ChhoTi Hai Saman Bahut is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Abdul Majeed Khan Majeed. Zindagi ChhoTi Hai Saman Bahut comes under the Love, Heart Broken, Hope category of Urdu Ghazal. You can read Zindagi ChhoTi Hai Saman Bahut on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

زندگی چھوٹی ہے سامان بہت

عبدالمجید خاں مجید

زندگی چھوٹی ہے سامان بہت

اور دل کے بھی ہیں ارمان بہت

کیا حقیقت ہے اسے کیا معلوم

خوش گماں رہتا ہے نادان بہت

ہر قدم پر ہیں صنم خانے کئی

آج خطرے میں ہے ایمان بہت

دوستو کچھ تو کرو اس کے لئے

جانے کیوں دل ہے پریشان بہت

مطمئن ہے جو مقدر سے مجیدؔ

ہے یہ اللہ کا احسان بہت

عبدالمجید خاں مجید

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zindagi ChhoTi Hai Saman Bahut

Abdul Majeed Khan Majeed

zindagi chhoTi hai saman bahut
aur dil ke bhi hain arman bahut

kya haqiqat hai use kya malum
KHush-guman rahta hai nadan bahut

har qadam par hain sanam-KHane kai
aaj KHatre mein hai iman bahut

dosto kuchh to karo us ke liye
jaane kyun dil hai pareshan bahut

mutmain hai jo muqaddar se 'majid'
hai ye allah ka ehsan bahut

(2098) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Zindagi ChhoTi Hai Saman Bahut written by Abdul Majeed Khan Majeed at UrduPoint. Zindagi ChhoTi Hai Saman Bahut is one of the masterpieces written by Abdul Majeed Khan Majeed. You can also find the complete poetry collection of Abdul Majeed Khan Majeed by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Abdul Majeed Khan Majeed' above.

Zindagi ChhoTi Hai Saman Bahut is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zindagi ChhoTi Hai Saman Bahut, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.