Aankhon Mein Hain Jo KHwab Koi Jaanta Nahin, Urdu Ghazal By Abdul Qavi Ziya

Aankhon Mein Hain Jo KHwab Koi Jaanta Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Abdul Qavi Ziya. Aankhon Mein Hain Jo KHwab Koi Jaanta Nahin comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Aankhon Mein Hain Jo KHwab Koi Jaanta Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آنکھوں میں ہیں جو خواب کوئی جانتا نہیں

عبدالقوی ضیا

آنکھوں میں ہیں جو خواب کوئی جانتا نہیں

اس دل کا اضطراب کوئی جانتا نہیں

ہے اپنی اپنی پیاس کا ہر ایک کو خیال

دریا بھی ہے سراب کوئی جانتا نہیں

یہ جانتے ہیں لوگ کہ انجام کیا ہوا

کیوں آیا انقلاب کوئی جانتا نہیں

ذرے کی روشنی کو سمجھتے ہیں سب حقیر

ہے وہ بھی آفتاب کوئی جانتا نہیں

اک حشر سا بپا ہے عناصر کے درمیاں

کس میں ہے کتنی تاب کوئی جانتا نہیں

دعویٰ تو اپنے علم کا سب کو ہے اے ضیاؔ

کیا چیز ہے کتاب کوئی جانتا نہیں

عبدالقوی ضیا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aankhon Mein Hain Jo KHwab Koi Jaanta Nahin

Abdul Qavi Ziya

aankhon mein hain jo KHwab koi jaanta nahin
is dil ka iztirab koi jaanta nahin

hai apni apni pyas ka har ek ko KHayal
dariya bhi hai sarab koi jaanta nahin

ye jaante hain log ki anjam kya hua
kyon aaya inqalab koi jaanta nahin

zarre ki raushni ko samajhte hain sab haqir
hai wo bhi aaftab koi jaanta nahin

ek hashr sa bapa hai anasir ke darmiyan
kis mein hai kitni tab koi jaanta nahin

dawa to apne ilm ka sab ko hai ai 'ziya'
kya chiz hai kitab koi jaanta nahin

(1385) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aankhon Mein Hain Jo KHwab Koi Jaanta Nahin written by Abdul Qavi Ziya at UrduPoint. Aankhon Mein Hain Jo KHwab Koi Jaanta Nahin is one of the masterpieces written by Abdul Qavi Ziya. You can also find the complete poetry collection of Abdul Qavi Ziya by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Abdul Qavi Ziya' above.

Aankhon Mein Hain Jo KHwab Koi Jaanta Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aankhon Mein Hain Jo KHwab Koi Jaanta Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.