Ye Ishq Alam Gham Zanjiren, Urdu Ghazal By Abdus Sattar Akhtar Ansari

Ye Ishq Alam Gham Zanjiren is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Abdus Sattar Akhtar Ansari. Ye Ishq Alam Gham Zanjiren comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Ye Ishq Alam Gham Zanjiren on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ عشق الم غم زنجیریں

عبدالستار اختر انصاری

یہ عشق الم غم زنجیریں

اک خواب کی لاکھوں تعبیریں

آنکھوں سے اترتی سی دل میں

کس چاند کی ہیں یہ تصویریں

سینوں میں اندھیروں کی جھانکو

ہیں لاکھوں مچلتی تنویریں

دیکھی ہیں محبت میں ہم نے

آنکھوں سے بدلتی تقدیریں

ہے ان کا نصیبہ جود و کرم

ہیں اپنا مقدر تعزیریں

اب عکس تمہارا ہے دل میں

کس کام کی میرے تصویریں

ہے دل کے لہو کی غمازی

اخترؔ یہ تمہاری تحریریں

عبدالستار اختر انصاری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Ishq Alam Gham Zanjiren

Abdus Sattar Akhtar Ansari

ye ishq alam gham zanjiren
ek KHwab ki lakhon tabiren

aankhon se utarti si dil mein
kis chand ki hain ye taswiren

sinon mein andheron ki jhanko
hain lakhon machalti tanwiren

dekhi hain mohabbat mein hum ne
aankhon se badalti taqdiren

hai un ka nasiba jud-o-karam
hain apna muqaddar taziren

ab aks tumhaara hai dil mein
kis kaam ki mere taswiren

hai dil ke lahu ki ghammazi
'aKHtar' ye tumhaari tahriren

(683) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Ishq Alam Gham Zanjiren written by Abdus Sattar Akhtar Ansari at UrduPoint. Ye Ishq Alam Gham Zanjiren is one of the masterpieces written by Abdus Sattar Akhtar Ansari. You can also find the complete poetry collection of Abdus Sattar Akhtar Ansari by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Abdus Sattar Akhtar Ansari' above.

Ye Ishq Alam Gham Zanjiren is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Ishq Alam Gham Zanjiren, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.