Ek Bhi Chain Ka Bistar Nahin Hone Deta, Urdu Ghazal By Abdussamad Tapish

Ek Bhi Chain Ka Bistar Nahin Hone Deta is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Abdussamad Tapish. Ek Bhi Chain Ka Bistar Nahin Hone Deta comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Ek Bhi Chain Ka Bistar Nahin Hone Deta on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ایک بھی چین کا بستر نہیں ہونے دیتا

عبدالصمد تپشؔ

ایک بھی چین کا بستر نہیں ہونے دیتا

میرے گھر کو وہ مرا گھر نہیں ہونے دیتا

نت نیا ایک شگوفہ وہ دکھاتا ہے مجھے

ظلم کی حد وہ مقرر نہیں ہونے دیتا

سب کو دکھلاتا ہے وہ چھوٹا بنا کر مجھ کو

مجھ کو وہ میرے برابر نہیں ہونے دیتا

کیسی سازش ہے یہ اس کی ذرا میں بھی دیکھوں

کیوں مجھے وہ سر منظر نہیں ہونے دیتا

خوف کیسا ہے یہ شاہیں کے قبیلہ میں تپشؔ

کیوں ممولوں میں کوئی پر نہیں ہونے دیتا

عبدالصمد تپشؔ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ek Bhi Chain Ka Bistar Nahin Hone Deta

Abdussamad Tapish

ek bhi chain ka bistar nahin hone deta
mere ghar ko wo mera ghar nahin hone deta

nit-naya ek shagufa wo dikhata hai mujhe
zulm ki had wo muqarrar nahin hone deta

sab ko dikhlata hai wo chhoTa bana kar mujh ko
mujh ko wo mere barabar nahin hone deta

kaisi sazish hai ye us ki zara main bhi dekhun
kyun mujhe wo sar-e-manzar nahin hone deta

KHauf kaisa hai ye shahin ke qabile mein 'tapish'
kyun mamlun mein koi par nahin hone deta

(826) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ek Bhi Chain Ka Bistar Nahin Hone Deta written by Abdussamad Tapish at UrduPoint. Ek Bhi Chain Ka Bistar Nahin Hone Deta is one of the masterpieces written by Abdussamad Tapish. You can also find the complete poetry collection of Abdussamad Tapish by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Abdussamad Tapish' above.

Ek Bhi Chain Ka Bistar Nahin Hone Deta is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ek Bhi Chain Ka Bistar Nahin Hone Deta, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.