Jafa Ke Zikr Pe Wo Bad-hawas Kaisa Hai, Urdu Ghazal By Abdussamad Tapish

Jafa Ke Zikr Pe Wo Bad-hawas Kaisa Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Abdussamad Tapish. Jafa Ke Zikr Pe Wo Bad-hawas Kaisa Hai comes under the Love, Sad, Social, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Jafa Ke Zikr Pe Wo Bad-hawas Kaisa Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جفا کے ذکر پہ وہ بد حواس کیسا ہے

عبدالصمد تپشؔ

جفا کے ذکر پہ وہ بد حواس کیسا ہے

ذرا سی بات تھی لیکن اداس کیسا ہے

نہ جانے کون فضاؤں میں زہر گھول گیا

ہرا بھرا سا شجر بے لباس کیسا ہے

مری طرح سے نہ حق بات تم کہو دیکھو

بلا کا سایہ مرے آس پاس کیسا ہے

یہ فیصلہ ہے کہ ہم اپنے حق سے باز آئیں

تو پھر یہ لہجہ یہ ترا، التماس کیسا ہے

وہی جو شہر کے لوگوں میں تھا بہت بد نام

وہی تو آج سراپا سپاس کیسا ہے

میں کیا کہوں کہ میں کیوں دل سے ہو گیا مجبور

تم ہی بتاؤ کہ وہ خوش لباس کیسا ہے

عبدالصمد تپشؔ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jafa Ke Zikr Pe Wo Bad-hawas Kaisa Hai

Abdussamad Tapish

jafa ke zikr pe wo bad-hawas kaisa hai
zara si baat thi lekin udas kaisa hai

na jaane kaun fazaon mein zahr ghol gaya
hara-bhara sa shajar be-libas kaisa hai

meri tarah se na haq baat tum kaho dekho
bala ka saya mere aas-pas kaisa hai

ye faisla hai ki hum apne haq se baz aaen
to phir ye lahja ye tira, iltimas kaisa hai

wahi jo shahr ke logon mein tha bahut bad-nam
wahi to aaj sarapa sipas kaisa hai

main kya kahun ki main kyun dil se ho gaya majbur
tum hi batao ki wo KHush-libas kaisa hai

(888) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jafa Ke Zikr Pe Wo Bad-hawas Kaisa Hai written by Abdussamad Tapish at UrduPoint. Jafa Ke Zikr Pe Wo Bad-hawas Kaisa Hai is one of the masterpieces written by Abdussamad Tapish. You can also find the complete poetry collection of Abdussamad Tapish by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Abdussamad Tapish' above.

Jafa Ke Zikr Pe Wo Bad-hawas Kaisa Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jafa Ke Zikr Pe Wo Bad-hawas Kaisa Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.