KHauf-o-wahshat Bar-sar-e-bazar Rakh Jata Hai Kaun, Urdu Ghazal By Abdussamad Tapish

KHauf-o-wahshat Bar-sar-e-bazar Rakh Jata Hai Kaun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Abdussamad Tapish. KHauf-o-wahshat Bar-sar-e-bazar Rakh Jata Hai Kaun comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read KHauf-o-wahshat Bar-sar-e-bazar Rakh Jata Hai Kaun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خوف و وحشت بر سر بازار رکھ جاتا ہے کون

عبدالصمد تپشؔ

خوف و وحشت بر سر بازار رکھ جاتا ہے کون

یوں رگ احساس پر تلوار رکھ جاتا ہے کون

کیوں وہ ملنے سے گریزاں اس قدر ہونے لگے

میرے ان کے درمیاں دیوار رکھ جاتا ہے کون

منبر و محراب سے آتش فشاں ہوتے تو ہیں

وقت کی دہلیز پر دستار رکھ جاتا ہے کون

بس خدا غافل نہیں ہے ورنہ اس منجدھار میں

میری کشتی کے لئے پتوار رکھ جاتا ہے کون

یہ مرا ذوق سفر ہے ورنہ ایسی دھوپ میں

ہر قدم پر اک شجر چھتنار رکھ جاتا ہے کون

دل بڑی نازک سی شے ہے ان سے اتنا پوچھیے

ٹوٹے شیشوں کا یہاں انبار رکھ جاتا ہے کون

تیرگی اپنا مقدر لکھ چکی پھر بھی تپشؔ

آئنے میں اک غلط پندار رکھ جاتا ہے کون

عبدالصمد تپشؔ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHauf-o-wahshat Bar-sar-e-bazar Rakh Jata Hai Kaun

Abdussamad Tapish

KHauf-o-wahshat bar-sar-e-bazar rakh jata hai kaun
yun rag-e-ehsas par talwar rakh jata hai kaun

kyun wo milne se gurezan is qadar hone lage
mere un ke darmiyan diwar rakh jata hai kaun

mimbar-o-mehrab se aatish-fishan hote to hain
waqt ki dahliz par dastar rakh jata hai kaun

bas KHuda ghafil nahin hai warna is manjdhaar mein
meri kashti ke liye patwar rakh jata hai kaun

ye mera zauq-e-safar hai warna aisi dhup mein
har qadam par ek shajar chhitnar rakh jata hai kaun

dil baDi nazuk si shai hai un se itna puchhiye
TuTe shishon ka yahan ambar rakh jata hai kaun

tirgi apna muqaddar likh chuki phir bhi 'tapish'
aaine mein ek ghalat pindar rakh jata hai kaun

(806) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHauf-o-wahshat Bar-sar-e-bazar Rakh Jata Hai Kaun written by Abdussamad Tapish at UrduPoint. KHauf-o-wahshat Bar-sar-e-bazar Rakh Jata Hai Kaun is one of the masterpieces written by Abdussamad Tapish. You can also find the complete poetry collection of Abdussamad Tapish by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Abdussamad Tapish' above.

KHauf-o-wahshat Bar-sar-e-bazar Rakh Jata Hai Kaun is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHauf-o-wahshat Bar-sar-e-bazar Rakh Jata Hai Kaun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.