Jazb Hota Ja Raha Hai Dil Mein Dard-e-la-ilaj, Urdu Ghazal By Abhinandan Pandey

Jazb Hota Ja Raha Hai Dil Mein Dard-e-la-ilaj is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Abhinandan Pandey. Jazb Hota Ja Raha Hai Dil Mein Dard-e-la-ilaj comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jazb Hota Ja Raha Hai Dil Mein Dard-e-la-ilaj on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جذب ہوتا جا رہا ہے دل میں درد لا علاج

ابھنندن پانڈے

جذب ہوتا جا رہا ہے دل میں درد لا علاج

کیا اسی مرہم سے ہونا طے ہے دنیا کا علاج

تھی یہی امید بھی اور چارہ گر نے بھی کہا

آپ کب کے مر چکے ہیں آپ کا کیسا علاج

دل کو نامنظور تھی تصویر سی جھوٹی دوا

طے ہوا ترک تعلق ہجر کا پہلا علاج

خودکشی کا فیصلہ یہ سوچ کر ہم نے کیا

کون کرتا زندگی کا موت سے اچھا علاج

المدد اے رقص وحشت آج مر جائیں گے ہم

اے جنوں اس بے سبب تنہائی کے تنہا علاج

ابھنندن پانڈے

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jazb Hota Ja Raha Hai Dil Mein Dard-e-la-ilaj

Abhinandan Pandey

jazb hota ja raha hai dil mein dard-e-la-ilaj
kya isi marham se hona tai hai duniya ka ilaj

thi yahi ummid bhi aur chaara-gar ne bhi kaha
aap kab ke mar chuke hain aap ka kaisa ilaj

dil ko na-manzur thi taswir si jhuTi dawa
tai hua tark-e-talluq hijr ka pahla ilaj

KHud-kushi ka faisla ye soch kar hum ne kiya
kaun karta zindagi ka maut se achchha ilaj

al-madad ai raqs-e-wahshat aaj mar jaenge hum
ai junun is be-sabab tanhai ke tanha ilaj

(799) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jazb Hota Ja Raha Hai Dil Mein Dard-e-la-ilaj written by Abhinandan Pandey at UrduPoint. Jazb Hota Ja Raha Hai Dil Mein Dard-e-la-ilaj is one of the masterpieces written by Abhinandan Pandey. You can also find the complete poetry collection of Abhinandan Pandey by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Abhinandan Pandey' above.

Jazb Hota Ja Raha Hai Dil Mein Dard-e-la-ilaj is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jazb Hota Ja Raha Hai Dil Mein Dard-e-la-ilaj, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.