Jab Se Marqum Ho Gaya Hun Main, Urdu Ghazal By Abid Akhtar

Jab Se Marqum Ho Gaya Hun Main is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Abid Akhtar. Jab Se Marqum Ho Gaya Hun Main comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jab Se Marqum Ho Gaya Hun Main on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جب سے مرقوم ہو گیا ہوں میں

عابد اختر

جب سے مرقوم ہو گیا ہوں میں

نقش مفہوم ہو گیا ہوں میں

ذلتوں نے پناہ مانگی ہے

اتنا مذموم ہو گیا ہوں میں

پوچھو مصلوب کرنے والوں سے

اب تو معصوم ہو گیا ہوں میں

جو ازل سے نہ تھا مقدر میں

اس سے محروم ہو گیا ہوں میں

کیسا موسم ہے اس علاقے کا

جس سے مسموم ہو گیا ہوں میں

اپنی قسمت سے مات کھا کر بھی

تیرا مقسوم ہو گیا ہوں میں

مسکراہٹ نگر میں اے اخترؔ

آ کے مغموم ہو گیا ہوں میں

عابد اختر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jab Se Marqum Ho Gaya Hun Main

Abid Akhtar

jab se marqum ho gaya hun main
naqsh-e-mafhum ho gaya hun main

zillaton ne panah mangi hai
itna mazmum ho gaya hun main

puchho maslub karne walon se
ab to masum ho gaya hun main

jo azal se na tha muqaddar mein
us se mahrum ho gaya hun main

kaisa mausam hai is ilaqe ka
jis se masmum ho gaya hun main

apni qismat se mat kha kar bhi
tera maqsum ho gaya hun main

muskurahaT nagar mein ai 'aKHtar'
aa ke maghmum ho gaya hun main

(692) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jab Se Marqum Ho Gaya Hun Main written by Abid Akhtar at UrduPoint. Jab Se Marqum Ho Gaya Hun Main is one of the masterpieces written by Abid Akhtar. You can also find the complete poetry collection of Abid Akhtar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Abid Akhtar' above.

Jab Se Marqum Ho Gaya Hun Main is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jab Se Marqum Ho Gaya Hun Main, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.