Jinhen Tha FaKHr Nawab-o-najib Hote Hain, Urdu Ghazal By Abid Kazmi

Jinhen Tha FaKHr Nawab-o-najib Hote Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Abid Kazmi. Jinhen Tha FaKHr Nawab-o-najib Hote Hain comes under the Social category of Urdu Ghazal. You can read Jinhen Tha FaKHr Nawab-o-najib Hote Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جنہیں تھا فخر نواب و نجیب ہوتے ہیں

عابد کاظمی

جنہیں تھا فخر نواب و نجیب ہوتے ہیں

اب ان کے گھر میں تماشے عجیب ہوتے ہیں

یزید وقت کو جو برملا ہی ٹوک سکے

رقم وہ نام ہی زیر صلیب ہوتے ہیں

وہ جن کو تو نے بڑا دل دیا ہے میرے خدا

تو کیوں یہ ہوتا ہے اکثر غریب ہوتے ہیں

جو لوگ مذہب و مسلک کی حد سے اوپر ہیں

ہمارے دل کے وہ یکسر قریب ہوتے ہیں

دعاؤں میں جنہیں ماں باپ یاد ہی نہ رکھیں

امیر وقت ہوں لیکن غریب ہوتے ہیں

عابد کاظمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jinhen Tha FaKHr Nawab-o-najib Hote Hain

Abid Kazmi

jinhen tha faKHr nawab-o-najib hote hain
ab un ke ghar mein tamashe ajib hote hain

yazid-e-waqt ko jo barmala hi Tok sake
raqam wo nam hi zer-e-salib hote hain

wo jan ko tu ne baDa dil diya hai mere KHuda
to kyun ye hota hai aksar gharib hote hain

jo log mazhab-o-maslak ki had se upar hain
hamare dil ke wo yaksar qarib hote hain

duaon mein jinhen man bap yaad hi na rakhen
amir-e-waqt hon lekin gharib hote hain

(628) ووٹ وصول ہوئے

You can read Jinhen Tha FaKHr Nawab-o-najib Hote Hain written by Abid Kazmi at UrduPoint. Jinhen Tha FaKHr Nawab-o-najib Hote Hain is one of the masterpieces written by Abid Kazmi. You can also find the complete poetry collection of Abid Kazmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Abid Kazmi' above.

Jinhen Tha FaKHr Nawab-o-najib Hote Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jinhen Tha FaKHr Nawab-o-najib Hote Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Social Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.