Qalam Ko KHun Mein Gharqab Dekhte Jao, Urdu Ghazal By Abida Karamat

Qalam Ko KHun Mein Gharqab Dekhte Jao is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Abida Karamat. Qalam Ko KHun Mein Gharqab Dekhte Jao comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Qalam Ko KHun Mein Gharqab Dekhte Jao on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

قلم کو خون میں غرقاب دیکھتے جاؤ

عابدہ کرامت

قلم کو خون میں غرقاب دیکھتے جاؤ

زمین شعر کو شاداب دیکھتے جاؤ

نگاہ ہوتے ہوئے سیل خوں پہ چپ رہنا

ہمارے شہر کے آداب دیکھتے جاؤ

پہنچ گئی ہے سر عرش ان کی خاموشی

کہ کشتگاں کو ظفر یاب دیکھتے جاؤ

سجائے ماتھے پہ اپنی تمام تعبیریں

ہماری آنکھ کے سب خواب دیکھتے جاؤ

سلگ رہا ہے کوئی اور جل رہا ہے کوئی

گھروں کی یہ بھی تب و تاب دیکھتے جاؤ

ہر ایک قبر پہ لکھا ہوا ہے نام یہاں

ہمارے منبر و محراب دیکھتے جاؤ

غرض کے سینکڑوں بازار کھل گئے لیکن

خلوص ہو گیا نایاب دیکھتے جاؤ

عابدہ کرامت

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Qalam Ko KHun Mein Gharqab Dekhte Jao

Abida Karamat

qalam ko KHun mein gharqab dekhte jao
zamin-e-sher ko shadab dekhte jao

nigah hote hue sail-e-KHun pe chup rahna
hamare shahar ke aadab dekhte jao

pahunch gai hai sar-e-arsh un key KHamoshi
ki kushtagan ko zafar-yab dekhte jao

sajae mathe pe apni tamam ta'biren
hamari aankh ke sab KHwab dekhte jao

sulag raha hai koi aur jal raha hai koi
gharon ki ye bhi tab-o-tab dekhte jao

har ek qabr pe likha hua hai nam yahan
hamare mimbar-o-mehrab dekhte jao

gharaz ke sainkaDon bazar khul gae lekin
KHulus ho gaya nayab dekhte jao

(959) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Qalam Ko KHun Mein Gharqab Dekhte Jao written by Abida Karamat at UrduPoint. Qalam Ko KHun Mein Gharqab Dekhte Jao is one of the masterpieces written by Abida Karamat. You can also find the complete poetry collection of Abida Karamat by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Abida Karamat' above.

Qalam Ko KHun Mein Gharqab Dekhte Jao is a widely read Urdu Ghazal. If you like Qalam Ko KHun Mein Gharqab Dekhte Jao, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.