Dub Jaana Mera Muqaddar Tha, Urdu Ghazal By Abrar Abid

Dub Jaana Mera Muqaddar Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Abrar Abid. Dub Jaana Mera Muqaddar Tha comes under the Love, Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Dub Jaana Mera Muqaddar Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ڈوب جانا مرا مقدر تھا

ابرار عابد

ڈوب جانا مرا مقدر تھا

اس کی آنکھیں نہ تھیں سمندر تھا

سبب دل شکستگی مت پوچھ

سامنے آئنے کے پتھر تھا

بے توازن گزر رہی ہے حیات

وہ مری زندگی کا محور تھا

جس کی سانسوں میں تھی مسیحائی

اس کا ایک ایک لفظ نشتر تھا

اس کو دیکھا تو مر گیا شاید

مجھ میں پوشیدہ ایک آذر تھا

جس کو عابدؔ سکون دل کہیے

اب نہیں ہے کبھی میسر تھا

ابرار عابد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dub Jaana Mera Muqaddar Tha

Abrar Abid

Dub jaana mera muqaddar tha
us ki aankhen na thin samundar tha

sabab-e-dil-shikastagi mat puchh
samne aaine ke patthar tha

be-tawazun guzar rahi hai hayat
wo meri zindagi ka mehwar tha

jis ki sanson mein thi masihai
us ka ek ek lafz nashtar tha

us ko dekha to mar gaya shayad
mujh mein poshida ek aazar tha

jis ko 'abid' sukun-e-dil kahiye
ab nahin hai kabhi mayassar tha

(734) ووٹ وصول ہوئے

You can read Dub Jaana Mera Muqaddar Tha written by Abrar Abid at UrduPoint. Dub Jaana Mera Muqaddar Tha is one of the masterpieces written by Abrar Abid. You can also find the complete poetry collection of Abrar Abid by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Abrar Abid' above.

Dub Jaana Mera Muqaddar Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dub Jaana Mera Muqaddar Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.