Tegh-e-jafa Ko Teri Nahin Imtihan Se Rabt, Urdu Ghazal By Abu Zahid Sayyad Yahya Husaini Qadr

Tegh-e-jafa Ko Teri Nahin Imtihan Se Rabt is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Abu Zahid Sayyad Yahya Husaini Qadr. Tegh-e-jafa Ko Teri Nahin Imtihan Se Rabt comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Tegh-e-jafa Ko Teri Nahin Imtihan Se Rabt on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تیغ جفا کو تیری نہیں امتحاں سے ربط

ابوزاہد سید یحییٰ حسینی قدر

تیغ جفا کو تیری نہیں امتحاں سے ربط

میری سبک سری کو ہے بار گراں سے ربط

دنیا کو ہم سے کام نہ دنیا سے ہم کو کام

خاطر سے تیری رکھتے ہیں سارے جہاں سے ربط

اڑتے ہی گرد جاتی ہے جو سوئے آسماں

ہے کچھ نہ کچھ زمین کو بھی آسماں سے ربط

اظہار حال کے لئے صورت سوال ہے

ہے گفتگو سے کام نہ ہم کو زباں سے ربط

چشمے کی طرح رہتی ہیں جاری مدام یہ

آنکھوں کو ہو گیا ہے جو آب رواں سے ربط

بے ربطیوں نے قدرؔ مٹائی جو ربط کی

ہے گوشت کو بھی اپنے نہ اب استخواں سے ربط

ابوزاہد سید یحییٰ حسینی قدر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tegh-e-jafa Ko Teri Nahin Imtihan Se Rabt

Abu Zahid Sayyad Yahya Husaini Qadr

tegh-e-jafa ko teri nahin imtihan se rabt
meri subuk-sari ko hai bar-e-garan se rabt

duniya ko hum se kaam na duniya se hum ko kaam
KHatir se teri rakhte hain sare-jahan se rabt

uDte hi gard jati hai jo su-e-asman
hai kuchh na kuchh zamin ko bhi aasman se rabt

izhaar-e-haal ke liye surat sawal hai
hai guftugu se kaam na hum ko zaban se rabt

chashme ki tarah rahti hain jari mudam ye
aankhon ko ho gaya hai jo aab-e-rawan se rabt

be-rabtiyon ne 'qadr' miTai jo rabt ki
hai gosht ko bhi apne na ab ustuKHwan se rabt

(612) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Abu Zahid Sayyad Yahya Husaini Qadr Poetry

میں یہ کہتا ہوں کہ دونوں میں ضروری لاگ ہے

Abu Zahid Sayyad Yahya Husaini Qadr - ابوزاہد سید یحییٰ حسینی قدر

Main Ye Kahta Hun Ki Donon Mein Zaruri Lag Hai

دنیا کو ہم سے کام نہ دنیا سے ہم کو کام

Abu Zahid Sayyad Yahya Husaini Qadr - ابوزاہد سید یحییٰ حسینی قدر

Duniya Ko Humse Kaam Na Duniya Se Hum Ko Kaam

توڑا نہیں جا سکتا پیمان محبت کا

Abu Zahid Sayyad Yahya Husaini Qadr - ابوزاہد سید یحییٰ حسینی قدر

Toda Nahin Ja Sakta Paiman Mohabbat Ka

خاموش اس طرح سے نہ جل کر دھواں اٹھا

Abu Zahid Sayyad Yahya Husaini Qadr - ابوزاہد سید یحییٰ حسینی قدر

Khamosh Is Tarah Se Na Jal Kar Dhuan Utha

آتی ہے نظر اس میں اخلاص کی ہر صورت

Abu Zahid Sayyad Yahya Husaini Qadr - ابوزاہد سید یحییٰ حسینی قدر

Aati Hai Nazar Usmein Ikhlas Ki Har Surat

کوہ غم سے کیا غرض فکر بتاں سے کیا غرض

Abu Zahid Sayyad Yahya Husaini Qadr - ابوزاہد سید یحییٰ حسینی قدر

Koh-e-gham Se Kya Gharaz Fikr-e-butan Se Kya Gharaz

کیوں عشق کے جھگڑے کو لے جاتا ہے عقبیٰ میں

Abu Zahid Sayyad Yahya Husaini Qadr - ابوزاہد سید یحییٰ حسینی قدر

Kyun Ishq Ke Jhagde Ko Le Jata Hai Uqba Mein

ہے عام ازل ہی سے فیضان محبت کا

Abu Zahid Sayyad Yahya Husaini Qadr - ابوزاہد سید یحییٰ حسینی قدر

Hai Aam Azal Hi Se Faizan Mohabbat Ka

You can read Tegh-e-jafa Ko Teri Nahin Imtihan Se Rabt written by Abu Zahid Sayyad Yahya Husaini Qadr at UrduPoint. Tegh-e-jafa Ko Teri Nahin Imtihan Se Rabt is one of the masterpieces written by Abu Zahid Sayyad Yahya Husaini Qadr. You can also find the complete poetry collection of Abu Zahid Sayyad Yahya Husaini Qadr by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Abu Zahid Sayyad Yahya Husaini Qadr' above.

Tegh-e-jafa Ko Teri Nahin Imtihan Se Rabt is a widely read Urdu Ghazal. If you like Tegh-e-jafa Ko Teri Nahin Imtihan Se Rabt, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.