Zabt Kar Aah Bar Bar Na Kar, Urdu Ghazal By Abu Zahid Sayyad Yahya Husaini Qadr

Zabt Kar Aah Bar Bar Na Kar is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Abu Zahid Sayyad Yahya Husaini Qadr. Zabt Kar Aah Bar Bar Na Kar comes under the Love, Sad, Social, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Zabt Kar Aah Bar Bar Na Kar on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ضبط کر آہ بار بار نہ کر

ابوزاہد سید یحییٰ حسینی قدر

ضبط کر آہ بار بار نہ کر

غم الفت کو شرمسار نہ کر

جس کو خود اپنا اعتبار نہ ہو

ایسے انساں کا اعتبار نہ کر

اس کے فضل و کرم پہ رکھ نظریں

اپنے سجدوں کا اعتبار نہ کر

باغ اجڑنے کا غم ہی کیا کم ہے

جانے بھی دے غم بہار نہ کر

لوگ تجھ کو حقیر سمجھیں گے

حد سے زائد بھی انکسار نہ کر

وقت سے فائدہ اٹھا لیکن

وقت کا کوئی اعتبار نہ کر

لطف اٹھا بس نگاہ اول سے

ہر نظر کو گناہ گار نہ کر

جس سے فتنے بپا ہوں دنیا میں

ایسے غافل کو ہوشیار نہ کر

قدرؔ کو تو نے دی ہے جب عزت

اے خدا اس کو بے وقار نہ کر

ابوزاہد سید یحییٰ حسینی قدر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zabt Kar Aah Bar Bar Na Kar

Abu Zahid Sayyad Yahya Husaini Qadr

zabt kar aah bar bar na kar
gham-e-ulfat ko sharmsar na kar

jis ko KHud apna eatibar na ho
aise insan ka eatibar na kar

us ke fazl-o-karam pe rakh nazren
apne sajdon ka eatibar na kar

bagh ujaDne ka gham hi kya kam hai
jaane bhi de gham-e-bahaar na kar

log tujh ko haqir samjhenge
had se zaid bhi inkisar na kar

waqt se faeda uTha lekin
waqt ka koi eatibar na kar

lutf uTha bas nigah-e-awwal se
har nazar ko gunahgar na kar

jis se fitne bapa hon duniya mein
aise ghafil ko hoshiyar na kar

'qadr' ko tu ne di hai jab izzat
ai KHuda us ko be-waqar na kar

(544) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Abu Zahid Sayyad Yahya Husaini Qadr Poetry

آتی ہے نظر اس میں اخلاص کی ہر صورت

Abu Zahid Sayyad Yahya Husaini Qadr - ابوزاہد سید یحییٰ حسینی قدر

Aati Hai Nazar Usmein Ikhlas Ki Har Surat

جس کو خود اپنا اعتبار نہ ہو

Abu Zahid Sayyad Yahya Husaini Qadr - ابوزاہد سید یحییٰ حسینی قدر

Jis Ko Khud Apna Eatibar Na Ho

خاموش اس طرح سے نہ جل کر دھواں اٹھا

Abu Zahid Sayyad Yahya Husaini Qadr - ابوزاہد سید یحییٰ حسینی قدر

Khamosh Is Tarah Se Na Jal Kar Dhuan Utha

تیغ جفا کو تیری نہیں امتحاں سے ربط

Abu Zahid Sayyad Yahya Husaini Qadr - ابوزاہد سید یحییٰ حسینی قدر

Tegh-e-jafa Ko Teri Nahin Imtihan Se Rabt

ہے عام ازل ہی سے فیضان محبت کا

Abu Zahid Sayyad Yahya Husaini Qadr - ابوزاہد سید یحییٰ حسینی قدر

Hai Aam Azal Hi Se Faizan Mohabbat Ka

توڑا نہیں جا سکتا پیمان محبت کا

Abu Zahid Sayyad Yahya Husaini Qadr - ابوزاہد سید یحییٰ حسینی قدر

Toda Nahin Ja Sakta Paiman Mohabbat Ka

کیوں عشق کے جھگڑے کو لے جاتا ہے عقبیٰ میں

Abu Zahid Sayyad Yahya Husaini Qadr - ابوزاہد سید یحییٰ حسینی قدر

Kyun Ishq Ke Jhagde Ko Le Jata Hai Uqba Mein

نالۂ بے صوت خود بننے لگا مہر سکوت

Abu Zahid Sayyad Yahya Husaini Qadr - ابوزاہد سید یحییٰ حسینی قدر

Nala-e-be-saut Khud Banne Laga Mohr-e-sukut

You can read Zabt Kar Aah Bar Bar Na Kar written by Abu Zahid Sayyad Yahya Husaini Qadr at UrduPoint. Zabt Kar Aah Bar Bar Na Kar is one of the masterpieces written by Abu Zahid Sayyad Yahya Husaini Qadr. You can also find the complete poetry collection of Abu Zahid Sayyad Yahya Husaini Qadr by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Abu Zahid Sayyad Yahya Husaini Qadr' above.

Zabt Kar Aah Bar Bar Na Kar is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zabt Kar Aah Bar Bar Na Kar, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.