Chandni Se Bhi Jal Rahe Hain Log, Urdu Ghazal By Abul Lais Javed

Chandni Se Bhi Jal Rahe Hain Log is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Abul Lais Javed. Chandni Se Bhi Jal Rahe Hain Log comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Chandni Se Bhi Jal Rahe Hain Log on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

چاندنی سے بھی جل رہے ہیں لوگ

ابواللیث جاوید

چاندنی سے بھی جل رہے ہیں لوگ

لمحہ لمحہ پگھل رہے ہیں لوگ

جانے کیا بات ہے کہ مقتل سے

منہ چھپائے نکل رہے ہیں لوگ

کیسے پہچانوں آشناؤں کو

اپنا چہرہ بدل رہے ہیں لوگ

مانگتے ہیں قدم پرانی زمیں

کیسے پانی پہ چل رہے ہیں لوگ

ہم تو برباد ہیں مروت میں

اور سب پھول پھل رہے ہیں لوگ

ہے یہ تسلیم ہم ہیں نظم جدید

میرے پرکھے غزل رہے ہیں لوگ

ہے یہ جاویدؔ آج رسم جہاں

منہ سے شعلے اگل رہے ہیں لوگ

ابواللیث جاوید

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Chandni Se Bhi Jal Rahe Hain Log

Abul Lais Javed

chandni se bhi jal rahe hain log
lamha lamha pighal rahe hain log

jaane kya baat hai ki maqtal se
munh chhupae nikal rahe hain log

kaise pahchanun aashnaon ko
apna chehra badal rahe hain log

mangte hain qadam purani zamin
kaise pani pe chal rahe hain log

hum to barbaad hain murawwat mein
aur sab phul phal rahe hain log

hai ye taslim hum hain nazm-e-jadid
mere purkhe ghazal rahe hain log

hai ye 'jawed' aaj rasm-e-jahan
munh se shoale ugal rahe hain log

(1204) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Chandni Se Bhi Jal Rahe Hain Log written by Abul Lais Javed at UrduPoint. Chandni Se Bhi Jal Rahe Hain Log is one of the masterpieces written by Abul Lais Javed. You can also find the complete poetry collection of Abul Lais Javed by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Abul Lais Javed' above.

Chandni Se Bhi Jal Rahe Hain Log is a widely read Urdu Ghazal. If you like Chandni Se Bhi Jal Rahe Hain Log, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.