Dard-o-gham Ka Jahan Baqi Hai, Urdu Ghazal By Adeeb Damohi

Dard-o-gham Ka Jahan Baqi Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Adeeb Damohi. Dard-o-gham Ka Jahan Baqi Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dard-o-gham Ka Jahan Baqi Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

درد و غم کا جہان باقی ہے

ادیب دموہی

درد و غم کا جہان باقی ہے

عشق کی داستان باقی ہے

آہٹیں سن رہا ہوں یادوں کی

کچھ نہ کچھ درمیان باقی ہے

ہم سراپا یقین کب ٹھہرے

دل میں اب بھی گمان باقی ہے

جا چکا ہے مکین دنیا سے

اب تو خالی مکان باقی ہے

جس میں رہتے ہوں سب محبت سے

اب کہاں وہ جہان باقی ہے

تم نہتھا نہیں سمجھنا مجھے

اب بھی ٹوٹی کمان باقی ہے

ادیب دموہی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dard-o-gham Ka Jahan Baqi Hai

Adeeb Damohi

dard-o-gham ka jahan baqi hai
ishq ki dastan baqi hai

aahaTen sun raha hun yaadon ki
kuchh na kuchh darmiyan baqi hai

hum sarapa yaqin kab Thahre
dil mein ab bhi guman baqi hai

ja chuka hai makin duniya se
ab to KHali makan baqi hai

jis mein rahte hon sab mohabbat se
ab kahan wo jahan baqi hai

tum nihattha nahin samajhna mujhe
ab bhi TuTi kaman baqi hai

(344) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dard-o-gham Ka Jahan Baqi Hai written by Adeeb Damohi at UrduPoint. Dard-o-gham Ka Jahan Baqi Hai is one of the masterpieces written by Adeeb Damohi. You can also find the complete poetry collection of Adeeb Damohi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Adeeb Damohi' above.

Dard-o-gham Ka Jahan Baqi Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dard-o-gham Ka Jahan Baqi Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.