SurKH Aankhen Hain Zard Manzar Hai, Urdu Ghazal By Adeeb Damohi

SurKH Aankhen Hain Zard Manzar Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Adeeb Damohi. SurKH Aankhen Hain Zard Manzar Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read SurKH Aankhen Hain Zard Manzar Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سرخ آنکھیں ہیں زرد منظر ہے

ادیب دموہی

سرخ آنکھیں ہیں زرد منظر ہے

زندگی ریت کا سمندر ہے

صورت حال پوچھ لو ہم سے

دل ہے غمگین آنکھ بھی تر ہے

کیسے منزل نہ ہو قریب مرے

جب مرا ہی شعور رہبر ہے

میں یہ خود بھی نہیں سمجھ پایا

قرض کس کی نظر کا مجھ پر ہے

میں اندھیروں میں کھو نہیں سکتا

عشق سے دل مرا منور ہے

روبرو آئنے کے مت جانا

ہاتھ میں آئنے کے پتھر ہے

ایک طوفاں ہے اس کی خاموشی

زندگی اس کی اک سمندر ہے

رب سلامت رکھے خودی میری

یہ امارت بھی آج جرجر ہے

جس کا ہوتا نہیں دلوں میں قیام

آدمی وہ ادیبؔ بے گھر ہے

ادیب دموہی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

SurKH Aankhen Hain Zard Manzar Hai

Adeeb Damohi

surKH aankhen hain zard manzar hai
zindagi ret ka samundar hai

surat-e-haal puchh lo hum se
dil hai ghamgin aankh bhi tar hai

kaise manzil na ho qarib mere
jab mera hi shuur rahbar hai

main ye KHud bhi nahin samajh paya
qarz kis ki nazar ka mujh par hai

main andheron mein kho nahin sakta
ishq se dil mera munawwar hai

ru-ba-ru aaine ke mat jaana
hath mein aaine ke patthar hai

ek tufan hai us ki KHamoshi
zindagi us ki ek samundar hai

rab salamat rakhe KHudi meri
ye imarat bhi aaj jarjar hai

jis ka hota nahin dilon mein qiyam
aadmi wo 'adib' be-ghar hai

(448) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read SurKH Aankhen Hain Zard Manzar Hai written by Adeeb Damohi at UrduPoint. SurKH Aankhen Hain Zard Manzar Hai is one of the masterpieces written by Adeeb Damohi. You can also find the complete poetry collection of Adeeb Damohi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Adeeb Damohi' above.

SurKH Aankhen Hain Zard Manzar Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like SurKH Aankhen Hain Zard Manzar Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.