Girta Raha Main Rah Mein Lekin Sambhal Gaya, Urdu Ghazal By Aditya Pant Naaqid

Girta Raha Main Rah Mein Lekin Sambhal Gaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aditya Pant Naaqid. Girta Raha Main Rah Mein Lekin Sambhal Gaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Girta Raha Main Rah Mein Lekin Sambhal Gaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

گرتا رہا میں راہ میں لیکن سنبھل گیا

آدتیہ پنت ناقد

گرتا رہا میں راہ میں لیکن سنبھل گیا

میں آج کس مقام کی جانب نکل گیا

سوچا کیا تھا راہ یہ آسان ہے مگر

پہلے قدم پہ پاؤں مرا کیوں پھسل گیا

ادنیٰ سا اک فریب تھا بدلا جو یہ لباس

آفت تو تب پڑی کہ میں جب خود بدل گیا

آنکھیں تھی شرمسار کہیں چین بھی نہیں

اس کے مگر خیال سے یہ دل بہل گیا

ہو گر خطا سزا کا مقرر ہے ایک دن

ناقدؔ زہے نصیب کہ وہ وقت ٹل گیا

آدتیہ پنت ناقد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Girta Raha Main Rah Mein Lekin Sambhal Gaya

Aditya Pant Naaqid

girta raha main rah mein lekin sambhal gaya
main aaj kis maqam ki jaanib nikal gaya

socha kiya tha rah ye aasan hai magar
pahle qadam pe panw mera kyun phisal gaya

adna sa ek fareb tha badla jo ye libas
aafat to tab paDi ki main jab KHud badal gaya

aankhen thi sharmsar kahin chain bhi nahin
us ke magar KHayal se ye dil bahal gaya

ho gar KHata saza ka muqarrar hai ek din
'naqid' zahe-nasib ki wo waqt Tal gaya

(838) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Girta Raha Main Rah Mein Lekin Sambhal Gaya written by Aditya Pant Naaqid at UrduPoint. Girta Raha Main Rah Mein Lekin Sambhal Gaya is one of the masterpieces written by Aditya Pant Naaqid. You can also find the complete poetry collection of Aditya Pant Naaqid by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aditya Pant Naaqid' above.

Girta Raha Main Rah Mein Lekin Sambhal Gaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Girta Raha Main Rah Mein Lekin Sambhal Gaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.