Chand Mein Pariyan Rahti Hain, Urdu Nazam By Afsar Merathi

Chand Mein Pariyan Rahti Hain is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Afsar Merathi. Chand Mein Pariyan Rahti Hain comes under the Social category of Urdu Nazam. You can read Chand Mein Pariyan Rahti Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

چاند میں پریاں رہتی ہیں

افسر میرٹھی

اماں باجی کہتی ہیں

چاند میں پریاں رہتی ہیں

رات کو پر پھیلاتی ہیں

اور اتر کر آتی ہیں

سب بچوں کو سلاتی ہیں

اور پھر خواب دکھاتی ہیں

اماں باجی کہتی ہیں

چاند میں پریاں رہتی ہیں

میں تو آج نہ سوؤں گا

رات گئے تک جاگوں گا

باہر باغ میں بیٹھوں گا

چاند کی پریاں دیکھوں گا

اماں باجی کہتی ہیں

چاند میں پریاں رہتی ہیں

افسر میرٹھی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Chand Mein Pariyan Rahti Hain

Afsar Merathi

amman baji kahti hain
chand mein pariyan rahti hain
raat ko par phailati hain
aur utar kar aati hain
sab bachchon ko sulati hain
aur phir KHwab dikhati hain
amman baji kahti hain
chand mein pariyan rahti hain
main to aaj na sounga
raat gae tak jagunga
bahar bagh mein baiThunga
chand ki pariyan dekhunga
amman baji kahti hain
chand mein pariyan rahti hain

(1153) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Chand Mein Pariyan Rahti Hain written by Afsar Merathi at UrduPoint. Chand Mein Pariyan Rahti Hain is one of the masterpieces written by Afsar Merathi. You can also find the complete poetry collection of Afsar Merathi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Afsar Merathi' above.

Chand Mein Pariyan Rahti Hain is a widely read Urdu Nazam. If you like Chand Mein Pariyan Rahti Hain, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Social Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.