Ana Ko Bandhta Rahta Hun Apne Sheron Mein, Urdu Ghazal By Aftab Hussain

Ana Ko Bandhta Rahta Hun Apne Sheron Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aftab Hussain. Ana Ko Bandhta Rahta Hun Apne Sheron Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ana Ko Bandhta Rahta Hun Apne Sheron Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

انا کو باندھتا رہتا ہوں اپنے شعروں میں

آفتاب حسین

انا کو باندھتا رہتا ہوں اپنے شعروں میں

بلا کو باندھتا رہتا ہوں اپنے شعروں میں

گھٹن کے دن ہوں کہ جھگڑے سے چلتے رہتے ہوں

ہوا کو باندھتا رہتا ہوں اپنے شعروں میں

مہکتی رہتی ہے لفظوں میں کوئی خوشبو سی

صبا کو باندھتا رہتا ہوں اپنے شعروں میں

وہ حال ہے کہ خموشی کلام کرتی ہے

صدا کو باندھتا رہتا ہوں اپنے شعروں میں

وہ ہاتھ جیسے کہیں اب بھی دل پہ رکھا ہو

حنا کو باندھتا رہتا ہوں اپنے شعروں میں

گرفت میں ہوں کسی بت کی آفتاب حسینؔ

خدا کو باندھتا رہتا ہوں اپنے شعروں میں

آفتاب حسین

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ana Ko Bandhta Rahta Hun Apne Sheron Mein

Aftab Hussain

ana ko bandhta rahta hun apne sheron mein
bala ko bandhta rahta hun apne sheron mein

ghuTan ke din hon ki jhagDe se chalte rahte hon
hawa ko bandhta rahta hun apne sheron mein

mahakti rahti hai lafzon mein koi KHushbu si
saba ko bandhta rahta hun apne sheron mein

wo haal hai ki KHamoshi kalam karti hai
sada ko bandhta rahta hun apne sheron mein

wo hath jaise kahin ab bhi dil pe rakkha ho
hina ko bandhta rahta hun apne sheron mein

giraft mein hun kisi but ki 'aftab-husain'
KHuda ko bandhta rahta hun apne sheron mein

(976) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ana Ko Bandhta Rahta Hun Apne Sheron Mein written by Aftab Hussain at UrduPoint. Ana Ko Bandhta Rahta Hun Apne Sheron Mein is one of the masterpieces written by Aftab Hussain. You can also find the complete poetry collection of Aftab Hussain by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aftab Hussain' above.

Ana Ko Bandhta Rahta Hun Apne Sheron Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ana Ko Bandhta Rahta Hun Apne Sheron Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.