Is Andhere Mein Jo ThoDi Raushni Maujud Hai, Urdu Ghazal By Aftab Hussain

Is Andhere Mein Jo ThoDi Raushni Maujud Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aftab Hussain. Is Andhere Mein Jo ThoDi Raushni Maujud Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Is Andhere Mein Jo ThoDi Raushni Maujud Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اس اندھیرے میں جو تھوڑی روشنی موجود ہے

آفتاب حسین

اس اندھیرے میں جو تھوڑی روشنی موجود ہے

دل میں اس کی یاد شاید آج بھی موجود ہے

وقت کی وحشی ہوا کیا کیا اڑا کر لے گئی

یہ بھی کیا کم ہے کہ کچھ اس کی کمی موجود ہے

کون جانے آنے والے پل میں یہ بھی ہو نہ ہو

دھوپ کے ہم راہ یہ جو چھانو سی موجود ہے

آفتاب حسین

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Is Andhere Mein Jo ThoDi Raushni Maujud Hai

Aftab Hussain

is andhere mein jo thoDi raushni maujud hai
dil mein us ki yaad shayad aaj bhi maujud hai

waqt ki wahshi hawa kya kya uDa kar le gai
ye bhi kya kam hai ki kuchh us ki kami maujud hai

kaun jaane aane wale pal mein ye bhi ho na ho
dhup ke hamrah ye jo chhanw si maujud hai

(788) ووٹ وصول ہوئے

You can read Is Andhere Mein Jo ThoDi Raushni Maujud Hai written by Aftab Hussain at UrduPoint. Is Andhere Mein Jo ThoDi Raushni Maujud Hai is one of the masterpieces written by Aftab Hussain. You can also find the complete poetry collection of Aftab Hussain by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aftab Hussain' above.

Is Andhere Mein Jo ThoDi Raushni Maujud Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Is Andhere Mein Jo ThoDi Raushni Maujud Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.