Kisi Tarah Bhi To Wo Rah Par Nahin Aaya, Urdu Ghazal By Aftab Hussain

Kisi Tarah Bhi To Wo Rah Par Nahin Aaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aftab Hussain. Kisi Tarah Bhi To Wo Rah Par Nahin Aaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kisi Tarah Bhi To Wo Rah Par Nahin Aaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کسی طرح بھی تو وہ راہ پر نہیں آیا

آفتاب حسین

کسی طرح بھی تو وہ راہ پر نہیں آیا

ہمارے کام ہمارا ہنر نہیں آیا

وہ یوں ملا تھا کہ جیسے کبھی نہ بچھڑے گا

وہ یوں گیا کہ کبھی لوٹ کر نہیں آیا

ہم آپ اپنا مقدر سنوار لیتے مگر

ہمارے ہاتھ کف کوزہ گر نہیں آیا

خبر تو تھی کہ مآل سفر ہے کیا لیکن

خیال ترک سفر عمر بھر نہیں آیا

میں اپنی آنکھ کے روزن سے دیکھ سکتا ہوں

وہ پھول بھی جو ابھی شاخ پر نہیں آیا

ابھی دلوں کی طنابوں میں سختیاں ہیں بہت

ابھی ہماری دعا میں اثر نہیں آیا

آفتاب حسین

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kisi Tarah Bhi To Wo Rah Par Nahin Aaya

Aftab Hussain

kisi tarah bhi to wo rah par nahin aaya
hamare kaam hamara hunar nahin aaya

wo yun mila tha ki jaise kabhi na bichhDega
wo yun gaya ki kabhi lauT kar nahin aaya

hum aap apna muqaddar sanwar lete magar
hamare hath kaf-e-kuza-gar nahin aaya

KHabar to thi ki maal-e-safar hai kya lekin
KHayal-e-tark-e-safar umr bhar nahin aaya

main apni aankh ke rauzan se dekh sakta hun
wo phul bhi jo abhi shaKH par nahin aaya

abhi dilon ki tanabon mein saKHtiyan hain bahut
abhi hamari dua mein asar nahin aaya

(609) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kisi Tarah Bhi To Wo Rah Par Nahin Aaya written by Aftab Hussain at UrduPoint. Kisi Tarah Bhi To Wo Rah Par Nahin Aaya is one of the masterpieces written by Aftab Hussain. You can also find the complete poetry collection of Aftab Hussain by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aftab Hussain' above.

Kisi Tarah Bhi To Wo Rah Par Nahin Aaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kisi Tarah Bhi To Wo Rah Par Nahin Aaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.