Ye Jabr Bhi Hai Bahut IKHtiyar Karte Hue, Urdu Ghazal By Aftab Hussain

Ye Jabr Bhi Hai Bahut IKHtiyar Karte Hue is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aftab Hussain. Ye Jabr Bhi Hai Bahut IKHtiyar Karte Hue comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Jabr Bhi Hai Bahut IKHtiyar Karte Hue on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ جبر بھی ہے بہت اختیار کرتے ہوئے

آفتاب حسین

یہ جبر بھی ہے بہت اختیار کرتے ہوئے

گزر رہی ہے ترا انتظار کرتے ہوئے

کلی کھلی تو اسی خوش سخن کی یاد آئی

صبا بھی اب کے چلی سوگوار کرتے ہوئے

ترے بدن کے گلستاں کی یاد آتی ہے

خود اپنی ذات کے صحرا کو پار کرتے ہوئے

یہ دل کی راہ چمکتی تھی آئنے کی طرح

گزر گیا وہ اسے بھی غبار کرتے ہوئے

خود اپنے ہاتھ کی ہیبت سے کانپ جاتا ہوں

کبھی کبھی کسی دشمن پہ وار کرتے ہوئے

آفتاب حسین

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Jabr Bhi Hai Bahut IKHtiyar Karte Hue

Aftab Hussain

ye jabr bhi hai bahut iKHtiyar karte hue
guzar rahi hai tera intizar karte hue

kali khili to usi KHush-suKHan ki yaad aai
saba bhi ab ke chali sogwar karte hue

tere badan ke gulistan ki yaad aati hai
KHud apni zat ke sahra ko par karte hue

ye dil ki rah chamakti thi aaine ki tarah
guzar gaya wo use bhi ghubar karte hue

KHud apne hath ki haibat se kanp jata hun
kabhi kabhi kisi dushman pe war karte hue

(878) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Jabr Bhi Hai Bahut IKHtiyar Karte Hue written by Aftab Hussain at UrduPoint. Ye Jabr Bhi Hai Bahut IKHtiyar Karte Hue is one of the masterpieces written by Aftab Hussain. You can also find the complete poetry collection of Aftab Hussain by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aftab Hussain' above.

Ye Jabr Bhi Hai Bahut IKHtiyar Karte Hue is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Jabr Bhi Hai Bahut IKHtiyar Karte Hue, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.