Maine Dil-e-be-tab Pe Jo Jabr Kiya Hai, Urdu Ghazal By Afzal Parvez

Maine Dil-e-be-tab Pe Jo Jabr Kiya Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Afzal Parvez. Maine Dil-e-be-tab Pe Jo Jabr Kiya Hai comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Maine Dil-e-be-tab Pe Jo Jabr Kiya Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میں نے دل بے تاب پہ جو جبر کیا ہے

افضل پرویز

میں نے دل بے تاب پہ جو جبر کیا ہے

خوں ہو کے میری آنکھوں سے اب چھوٹ بہا ہے

جس کو کسی آذر نے ہے پتھر سے تراشا

اب شومیٔ تقدیر سے وہ میرا خدا ہے

اس کے ستم و جور کا احساس کسے ہو

اس شوخ کی صورت ہی بڑی ہوش ربا ہے

مجھ بیکس و آوارہ کی پھر آ گئی شامت

سنتا ہوں کہ بستی میں کہیں قتل ہوا ہے

تم ان کو سزا کیوں نہیں دیتے کہ جنہوں نے

مجرم کا ضمیر اور سکوں لوٹ لیا ہے

اب دعویٔ انصاف کی اوقات کھلے گی

خود شیخ مرے شہر کا مختار بنا ہے

افضل پرویز

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Maine Dil-e-be-tab Pe Jo Jabr Kiya Hai

Afzal Parvez

main ne dil-e-be-tab pe jo jabr kiya hai
KHun ho ke meri aankhon se ab chhuT baha hai

jis ko kisi aazar ne hai patthar se tarasha
ab shumi-e-taqdir se wo mera KHuda hai

us ke sitam-o-jaur ka ehsas kise ho
us shoKH ki surat hi baDi hosh-ruba hai

mujh bekas-o-awara ki phir aa gai shamat
sunta hun ki basti mein kahin qatl hua hai

tum un ko saza kyun nahin dete ki jinhon ne
mujrim ka zamir aur sukun luT liya hai

ab dawa-e-insaf ki auqat khulegi
KHud shaiKH mere shahr ka muKHtar bana hai

(721) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Maine Dil-e-be-tab Pe Jo Jabr Kiya Hai written by Afzal Parvez at UrduPoint. Maine Dil-e-be-tab Pe Jo Jabr Kiya Hai is one of the masterpieces written by Afzal Parvez. You can also find the complete poetry collection of Afzal Parvez by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Afzal Parvez' above.

Maine Dil-e-be-tab Pe Jo Jabr Kiya Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Maine Dil-e-be-tab Pe Jo Jabr Kiya Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.